lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu unkill ji, mlhvr - 925

Loading...

phase hai hum kahan?
oh, hue hai lapataa
duniya ke in taur tareekon
mein dhaste yahan
khoye hum kahan?

bhule humara naam
zindagi ajeeb hai,kahan mera inaam?
uthte se hi kaam,na raat mein aaram
bhaga daudi karte jaao,milega ek inaam

9 se 5, mera kaam x29 se 5, kaam tamaam x2
budget tayari ,padi mujhpay hai bhari
par ye zindagi toh jaari rahegi
bacchat ka khata
main toh kuch na kamata
par majboori ki ye chaal hai farebiii

farebi x4
chutti dedo aaj
karna mummy ka ilaaj
aisy bhi kya baat hai
nahi doge tum anaaj?
anaaj x4

deewaro mei bandh
wo akela sa tha
khud ki duniya mei
wo chalta raha
jeena hai aise kaise?
samay mei kho hum baithe
kya maksat yahi hai ji
khushi ki aisy taisy
paiso ki mara mari
padi hai sab pe bhari
kaha hai mera sapna?

ye toh janhit mein hai jaari
kya hai ye asliyat
sirf ek daud ki race?
khoye jeene ke rangkhwaabon ke saaye mein
9 se 5, mera kaam x29 se 5
kaam tamaam x2


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...