lirik lagu umx - asli
[intro]
kalam pathar athan josh
kalam pathar athan josh\
[verse]
yeh gham ki hai sham tere naam
jaam tere naaam
kaam tere naam
aam tere aur ilzaam mere naam
hum ab bhi hain bant tere
daam
samne jo jhoot qaf tere laam
tu mujhko kya jhoota kehta hai
tu jhaank gireban
wah bete wah
kehta mera baap
aam se hain saanp
yeh sab bina dhaar hain daant
kat dete khaal
jag ke dikha
zindagi ko mar de yeh bhaar
kaise lalchi bhi samne de war
itni kaise inko aag de napalm
phoonk dete hawa
chod den yeh saans
tu jooton mai dhoondta hai nafa
kaam se bhi shaat
karna chahe raaj
mai samjha yeh launde pariwar
mujhko aaya yaad
kiski kya auqat
kiska palda bhari kiski hui haar
jeetna gunah aur kisko kitna pyaar
mai samjha mai zyada karta baat
ab samajh mai aaya
kiski jalri gaand
hain kis kis kе kitne bhari
dega band kar kaan
sune gazz zaban
mai khud mai mukammal ya napak
anе na dun paas
dalen jab yeh ghaas
yeh mujhko hain dhunde karbala mai
jab milegi laash
tab khulenge raaz
tum khat ka bas karna intezar
us din ayega jab
sab kuch hoga khaak
mai hun kitna saccha, kitna umar saaf
yeh apne bhi keh payenge na
mai jinko tha bolta janab
rasta karke saaf
karg~ye mazak
yeh waraq ab dhundte gilaf
taki sabka sach
rahe barkarar
mai dun kya saboot ko sila
ankhen inki band
khule jo akhbar
hota jab hai kaam
karte hain yeh call
kaisa hai meri jaan
yahan pe sab bakwas
mai khud ko jo do gaali sunadun
kon raha hai kisko pal
khud ko dun sambhal
yeh bichana chahte bas hain jaal
iski machli badi
haath iske laal
saat mahine bada
aaj dedun maat
yeh sab kuch ab karna chahe sahi
bhai wo kehta tha ki
maal dede maal
saal pada haai saal
kaat denge maan
[pre verse]
kalam pathar athan josh
aaw ha hosh ya
[verse]
kus kamis behtar zanh uos
yim nafar dazaan
yim wanan yeti cha kanh
dastak bi diwan yeli band yiman kamran manz
gasan chai yaran manz waardat
gasan bambari shaitanan manz yeli
tim wanan lukov kheomut taap sahar
kalam hai mar kaat ka shauqeen
yeh lagne ni deta hai daag waag
tim wanan aes draiy, cxe karakh na miss
be zanian chus karan na zaarpaar
ye dhunden is kalam ko kabar mai
kitaban manz pathar bihith na waar aas
su lekhan uos gham mai likhta khushi
ab dono chalte rehte saath saath
yahan jhoota hai sab aur jhoota nizam
hai dikhta nahi kaanch ke aar paar
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu arroba nat - la disculpa que nunca recibiré
- lirik lagu 00ab - menace
- lirik lagu cameo blush - out there
- lirik lagu yungtarr - take it off nail
- lirik lagu amanda cassidy - a thousand stars
- lirik lagu worriers - cloudy and 55
- lirik lagu rolf sanchez - ik denk aan jou
- lirik lagu borislav slavov - weeping dawn
- lirik lagu sp - artistry
- lirik lagu escape the fate - kings of nothing