![lirik.web.id](https://lirik.web.id/tema/logo.png)
lirik lagu umx, bleed ink & kafil qurashie - shraakh
[chorus: umx]
yim kalle cxenan, lagan shraki paith
nafar namazi paith deen thawan kitabi paith
yim kanni brakan, dalan nafi paith
haq wanan sariy magar haq na~insæfi paith
[verse 1: bleed ink]
jitna aazmana, aazmalay
aaj mainay aasmaan se aasmaan tak haath maare (haath maare)
mainay khwaab dekhe khauf main
aur haan wahi daur mera hausla aur aasra hai (aasra hai)
mujhay hai nahi manzoor abhi haar jana
dheet honay se jeet janay tak ka ek faasla hai
deen honay se yaqeen honay tak ka maajra
main neend kho ke naseeb bana ne baitha khwaabgah main (khwaabgah main)
kitnay tootay gaanay (gaanay), aadhi shayri (shaayri)
kitnay bikhray misron se yeh haseen laqab mila (laqab mila)
khona nahi hun chahta ek bhi zarra
mujhay umrein guzaar ke yeh haseen sa ghar mila toh (ghar mila)
aisay muddaton ki khalwaton ko be~asar karun
mujhay iss de~dawar qala mai apna rabb mila (rabb mila)
main hurmatein hi maangun ab iss be~sabar zamanay se
main chahun ki thehre na ab yeh silsila (silsila)
ab aagay har qadam pai khaday do alag se raastay (do)
ek pai teri ummeedein, ek pai mere iraaday
agar, do sal pehlay hota sochna padta
but now i know, mujhe chaiyay kya seh raha kis ke khaatir
kitnay gairon ke mashwaron pai zindagi meri bani
mujhe kitna khud se chaiyay, main kitna khud se qaabil
mеra, sir pai taj hona baat koi nahi badi
asliyat se wakif yaha pai koi nahi hai muqabil mera
[chorus: umx]
yim kalle cxеnan, lagan shraki paith
nafar namazi paith deen thawan kitabi paith
yim kanni brakan, dalan nafi paith
haq wanan sariy magar haq na~insæfi paith
yim kalle cxenan, lagan shraki paith
nafar namazi paith deen thawan kitabi paith
yim kanni brakan, dalan nafi paith
haq wanan sariy magar haq na~insæfi paith (skrr)
[verse 2: umx]
kus anan dawah
kus chui kafil cxe?
yim ghalib alfaaz chiy magar
chukh andre kus marith
agar zuv cxaliy athov manz
kus basiy teli cxe khæliq
yeli huqm karan chui mæliq
chui kus baaya cxinan dælith
yeli muoj wanan chai mælis
wani peer seab athe dælith (uff)
taqdeer badlawan shayad
nate khaab cxinan yim wælith
nata
yeti wanan chiy kar yaad aayat sarey
yeti qaaf laam chuy basan chum keef basan yeti khali (woah!)
in aasron mai ghum hun mai
main kehta kya?
main tera dhundun aasra tu yeh bata (ah)
yeh madrason main, masjidon main itne kyun munafiq?
shayad khwaab, ya main wahan ko ab jaata na
main aata na hun karta na hun tujhse maana baat
par jo karte yaqeen tere hone pe kya woh khaas nahi
tere har ishaare pe chalna karta manzoor
in logon ki baaton pe ab main karta hun haan wishwaas nahi
abhi meri saans nahi thami
main jab bhi mangun tujhse kyun hoti har baat mai kami?
samaan kutah sambravakh
chay yaad kaxhah cxe wani akhirat
ye har ik baat itni zyada zaat pe lagi
basan akh nafar chu gare gomut
akh gomut faraar
yim yacxhan chandun magar nazar buon
nazar na yiwan yaar
beh lekhan soruy chus poz
yim tendian chiy diwan chaar
lekhan haraf khali surukh
magar wozul pahad (bilkul)
[chorus: umx]
yim kalle cxenan, lagan shraki paith
nafar namazi paith deen thawan kitabi paith
yim kanni brakan, dalan nafi paith
haq wanan sariy magar haq na~insæfi paith
yim kalle cxenan, lagan shraki paith
nafar namazi paith deen thawan kitabi paith
yim kanni brakan, dalan nafi paith
haq wanan sariy magar haq na~insæfi paith
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu dấu vân tay - chỉ còn tôi
- lirik lagu principles of geometry - videostore (tobacco remix)
- lirik lagu denisuko - verde
- lirik lagu namya (uk) - snus*death
- lirik lagu haaland936 & aymen - liebestexte
- lirik lagu joanie sommers - girl talk
- lirik lagu pede b - du kan ikke røre ved mig
- lirik lagu strumdoc - blue-eyed boy
- lirik lagu 1sirrackzz - ok tare
- lirik lagu wizz havinn & nardo wick - so sexy