
lirik lagu umeed - jazbaat
yakeen yakeen khuda pe nahi yakeen sirf paiso pe
ab ke mahaul me haram halal ka fark nahi paiso me
khuda ke karam se zindagi nahi hai kattin lekin paiso ki hirz me aur kitna khuredoge aur kitna sametoge
khuda hame yaad nahi sirf paise zehno me
naqis aur kitna dekhoge
kitne paise kharch kiya masjid pe madaris pe ya sirf duniyawi daulat aur kitna khareedoge
duniyawi zindagi me itna masroof ke ek wariz walid se mohabbat se baat kiya nahi kitne saal kitne mehno se
jab nahi hai dil me woh jo hai malik khaliq isliye taariki afsurdagi hai dilon pe aur chehron pe
usi ki rehmat aur huk~m se, hazrat mikail (a.s) kare barish shehro mе
lekin khuda hame yaad nahi
aaj sabke rooh ka haal yahi
jo gunah kiyе woh guna hame yaad nahi
jo gunah kiye woh gunaho ka kuwah hame yaad nahi
na karte hai tilawat~e~qur’an isliye hame sahi se koi surah yaad nahi
baat kare maa se buland awaaz se isliye maa ki dua sath nahi
aaj kal kaha hai himmat
jab nafs se hi na kar pa rahe jung
ho chuka hai siya dil ka rang
chahiye izzat sab se lekin milati zillat
kya bhul gaye izzat dene wala sirf wo rab hai
aaj kal jab falastiniyon ko kar diya jata hai shaheed, to dil me hoti hai khalal
be~kasuron ka qatl, zaalim ka hota hai dil sang
gawahi dega khoon, jo shahr ho chuka hai surkh
aaj kal dekh ke rode buzurg, kya ho chuki hai ummat, ye millat
tabdil ho chuka hai libaso ka dhang
afsos! khuda pe nahi, duniya ki har chiz pe yakeen sab
adhoori baate sawaalaat paida kare
aur ban jaate hai zaroori baate jaise adhoori raate
na~umeedi us khuda se umeed faqat duniya se
na~umeedi us khuda se ghalat rasta chun liya hai
na~umeedi us khuda se sirf bayan sun liya hai
na~umeedi us khuda se ban gaye zar~parast haasil kar liya daulat~e~zar aur da’wa kare ye mene khud kiya hai
yeh kaisi muzahimat aur iman se dooriya hai
na~umeedi us khuda se jo tamam shai pe usi ki buniyad hai
jab imtihan liya jaaye maal se jaan se aulad se sabzi aur pal se jab khuda ka lihaaz kare, fariyad kare
jab durust hai haal~chaal maldar rahte allah se anjan banke
besaluki se pesh aaye maa se ye kaisa kirdaar aur mizaj kahe
aakhirat ko bhula ke yaar yaaron ke saath sarkash kare khandani miraaz se
kya hum mud gaye woh deen~e~haq se
kya bhool gaye woh deen~e~islam
raat ki taarikhon me woh imaan hi to roshni ka charagh bane
jo sirf allah ki kare tareef aur dil ho khalis aaj bhi na fikar na daulat ki na shohrat ki aur shahadat ko lajawab kahe
mashallah woh mujahido ka shahido ka kaisa imaan kahe
jo karte the takabbur ghuroor kya hua unka anjaam hue halaak aag me rakh
kya yaad hai? isi chehre se hoga didar
isi chehre se dena hoga hisaab~e~amal
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu speedin' through the rain - joey bada$
- lirik lagu to the ladies - ghizela rowe - lady mary chudleigh
- lirik lagu anyway - sidestep (swe)
- lirik lagu santos x são paulo (batalha de rima) - desimpedidos
- lirik lagu summer time - miyagi & эндшпиль (endspiel)
- lirik lagu hollow - essablade
- lirik lagu jaws - caryn dixon
- lirik lagu дифор лизал письку (difor licked his pussy) - shalavanaebala
- lirik lagu couple bands! - afterdrk & 444pluto
- lirik lagu under the soil (fnaf springtrap song) - king bakuyo pro