lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu transformation youth mission - mera dridh chattan

Loading...

1.mera dridh chattan tu hai
mera rhak wala parmeshwar (×2)
samarth aur parakram bhara hua
mahima ke yogya hai tu (×2)

aradhana teri ho (×4)

2. tere pankho ke tale mea
har din mai anand karu
tu pavitra mera sathi
stuti ke yogya hai tu

aradhana teri ho

3. mere kamjori ke samea mea
tera anugrah mujko diya
yeashu raja tu bal hai mera
kisi ka dar nahi hai

aradhana teri ho

4. mere jeevan ke har din mai
teri stuti mai gaaunga
raja ke kiye hue bhalai ki
soch ke stuti karunga
aradhana teri ho


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...