lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sw4y4m - still in love

Loading...

likhne baithu main yaado ko yun samet kar
sabh kuch milega halaki thoda wait kar
sabr mujhse bhi abh hota nahi meri jaan
maan jaa abh kitna hi baithegi mujhse aith kar
kitne din suni teri yah awaaz na main kitna chahta tujhe
iska kyun ehsas na
mere kabra per to aa jana tum ek dafa jab duniya ko
chhod jaaun jab aaye mujhe saas na
milna hota na halatein kuchh ab is kadar
tu na sath mere jau mai ab kis dagar
sabb kuchh chhod tere piche hi main bhagu
har disha me sbh kuch hasil ho hasil ho mujhe tu agar
main jaisa pahle tha mujhme abwo baat nahi hai
chalu kiske saath abh is haath me wo hath ni h
yaade mere saath par pehle jaise haalat ni
in yaado me hi meri to kat ti abh raat ni h
kise main batau k dil ka mera haal kya
tu bhi sach bta kya yaati tujhe yaad na
ya bass krti natak taaki mujhse door rhe hai tu sach bta
mujhе abh to aaja mere paas na
main terе kareeb par tu mere kareeb na
bura kya main itna ki teri shakal naseeb na
chla jiske saath har modh pr tu vhi saath
chodh gyi abh lagta hai mujhe kaaafi ajeeb haa
maine dekhi harr raat badle din ko
shaamein dhale din kate meri har ek bin wo
din beetein jaare rhe main krunga kya ginkr
abh to ho chuki hai der shyd khush hai mere bin wo
khudko kya smjhau,ki chorh de tu sochna?
main reh bhi naa paayu kyuki pyaari itni yaadein wo
jaagi jiske liye raatein baithe hai wo rooth kr
abh bana main alag to krte mujhe na abh baatein wo


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...