lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sourav - yuddh kar

Loading...

yuddh kar yuddh kar

yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar

yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar

yuddh kar tu antim chan tak, jab tak milta nai hai nyay
jab tak bhagegi tu darke, tab tak hoga nai upay
yaha par bante saare gidar, tere andar dar basaye
tu hai naari tere andar durga kaali sab samaye

mujhe nai dikhta hai, sach koi likhta hai
neta bane chor aur politics bikta hai
beti dabe roj, jab baap line kheechta hai
ghar ki ye soch to samaj yahi sikhta hai

ghar ki ye soch to samaj se hi sikhta hai
baap maare maa ko to beta ye dekhta hai
beta bane baap to wo bibi ko pit ta hai
phir yahi beej jaake bahar seechta hai
phir wahi balatkari, aur galat kaam hi
na galat naari, par bharat saari

dikhe raaste mein jab alag naari
namard ye bante hai balatkari

dikhe bhot saari, tujhe khauf chari
kare aankh band, tu bane maun dhari

but god knows kaun hai balatkari
bane victim kab, kaha teri naari.. to

yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar

yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar

yuddh kar tu jab tak marte nai wo, hatya hi upay
jab bik chuki prasasan, to phir kaise hoga nyay
ab aa chuka samay tu arjun ranbhoomi mein aye
le geeta ka tu gyaan, ye sri krishna bhi sikhaye.. ke
yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar

yuddh kar
dikhe yatna mein naari yuddh kar
bike vote ke vyapari yuddh kar
chine draupadi ki saree yuddh kar yuddh kar


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...