
lirik lagu sourav - aalam e insaniyat
[verse 1]
i need a break… par zindagi se hara nai
milena saath… akela besahara nai
samay ka paiya… the time keep moving
we grooving to the beat… ye pal mile dobara nai
marke jeena, jeeke marna, ye to zindagi hai
aj marke kal janam ye hi to symphony hai
sir parhi hai bojh, kandhe mere bhari
phir bhi chal pada dagar mein kyuki zindagi mein zid bari hai
aur main ziddi, hai bedari se jeena seekha
ye bekhabar, na hai kadar, mile dagar
magar agar ke chakkaro mein milti khudse hi nazar
mila to main bhi bekhabar
haa khudse bekhabar
aur ye dil, isike hai tamashe sare
main bhi chill, phir aankhon mein kyu taane ate
mustaqbil, mein hum bhi kalakaar
tabhi reels ke baazar mein hum aaj bhi tarane gaate
[hook]
likhe geet, likhe dard ke fasane kai
mile jeet, mile seekh, kabhi haare nai
bujhe chirag to hum bane aftab
bikhre panno ki tarah ye zindagi magar saware nai
dilo mein aag, labo pe hum gulab rakhte
apne chehro pe sabhi yaha nakab rakhte
zuban to khol, nazar mila, jawab de
hai kitni bar luta humko, khud bhi na hisab rakhte
[verse 2]
dilo ki shaan, is mitti ki pehchan hai hum
hai khudse rubaru, to pura hindustan hai hum
dilo ki beghari, kuch waqt ke mehman hai hum
khuda ke saath ye khilaf to shaitan hai hum
ye gaane ~ ek ~ yaki, hai symphony tarango ki
hai sir par hi wo dastake
par har bari mein hum nahi
lo kuch ghari, par hai yakeen
jo kal kari so aaj kar
hai har bari mein aaj sab
jo main sahi to saath chal
saath chalne ke dilashe, chalte saath nai
chordu unhe mein peeche aise khwab nai
aur khwab wahi j~sme apne aaspaas
warna apne nai jo saath to safalta mein wo baat nai
that’s how i feel, ye bas meri zehen ki soch
uthata main, par banta nai kisipe bojh
hota roj, zamane se udas kyuki
aalam ~ e ~ insaniyat ka karta aaj tak main khoj
[hook]
likhe geet, likhe dard ke fasane kai
mile jeet, mile seekh, kabhi haare nai
bujhe chirag to hum bane aftab
bikhre panno ki tarah ye zindagi magar saware nai
dilo mein aag, labo pe hum gulab rakhte
apne chehro pe sabhi yaha nakab rakhte
zuban to khol, nazar mila, jawab de
hai kitni bar luta humko, khud bhi na hisab rakhte
likhe geet, likhe dard ke fasane kai
mile jeet, mile seekh, kabhi haare nai
bujhe chirag to hum bane aftab
bikhre panno ki tarah ye zindagi magar saware nai
dilo mein aag, labo pe hum gulab rakhte
apne chehro pe sabhi yaha nakab rakhte
zuban to khol, nazar mila, jawab de
hai kitni bar luta humko, khud bhi na hisab rakhte
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu saxon - madame guillotine (live at hellfest)
- lirik lagu scubadiver - air defense
- lirik lagu ahsia - escape
- lirik lagu devil anthem. - only your angel
- lirik lagu iwentplatinum - summertime
- lirik lagu nancy dupree - let me
- lirik lagu ilyjuice - stuck in my wayz
- lirik lagu murder by death - lose you
- lirik lagu iyanya - woman
- lirik lagu justb0bby - fadeout