lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu silent attack & nuvoices - rush

Loading...

(nuvoices)
(yeah, yeah)
(silent, yeah)
(check, yeah)
(yeah, check it up)
(silent, yeah)

karta na mein jyada trust
na hi rush
tujhe waqt jyada lagega
mujhe vash mein karne ko

jama na jyada na tu haq
mujhe rakh apne dil mein
mein shakhs aisa jaane yeh zamaana ab
haal pe chhod de mujhe kyuki diwaana hoon
bachpan se dekha na jyada paisa kamaana khoob
jo tu samjhe meri baatein tera aadha banun
pehle ke kisse the kharaab toh ab shaatir hoon

kitna ghumegi mere saath ab mein thak gaya
teri zindagi ka kissa yеh dimaag mein mere chap gaya
uppar sе garmi itni hai, jaipur main mein tap gaya
maine ghar pe aake saans li ki d~mn mein toh fas gaya

mere sapne yeh alag, tujhe kaise mein yeh samjhaun saku
jyada mein sochta kaise tujhe bata saku
khud se door toh tere paas na aa saku
kaise mein tujhe jyada na khafa karun
tujhe toh lage bolun jhooth, i’m rude
to be honest ki mujhe pata ki aane wala wahi loop
ki mein sununga teri baatein aur tu jhagda kar ke aage
aur kharaab hone wala mera mood, toh
bhul chuk tu maaf kar
mein bhi nahi koi master
par mein jaanun kya iski math kya hai iske after
mein mushkilon ko taap kar aur dho kar apne paap sab
karne aaya phir se yeh dimaag band
ah

karta na mein jyada trust
na hi rush
tujhe waqt jyada lagega
mujhe vash mein karne ko

jama na jyada na tu haq
mujhe rakh apne dil mein
mein shakhs aisa jaane yeh zamaana ab

karta na mein jyada trust
na hi rush
tujhe waqt jyada lagega
mujhe vash mein karne ko

jama na jyada na tu haq
mujhe rakh apne dil mein
mein shakhs aisa jaane yeh zamaana ab
tujhe lage ki mein karta sab hoon complicate
jyada bolta na but you think i got lot to say
keepin’ it straight mein jyada na karta hoon relate
bas mujhe pasand jo mili thi mujhe pehli date pe

but it’s not like the first date
ab baat karun mein dar ke
ab tu jaldi ho jaati frustrate
taane mile mujhe bhar ke
zara maaf tu mujhe tu kar de
tu khush na aaj? kyuki aane wala tera next month birthday
hah, what the f~ck?
you won’t find me in the club with a bottle full of bub
kyuki rehta hoon mein ghar, ah wassup

tujhe lagun mein absurd, isme koi na hai shak
dhanyawaad mera farz, ah yeah
you probably think this motherf~cker will die alone
mein karta sehemat teri baaton se yeh possible

par karunga tera intezaar aakhir tak
par tujhe pata ki zyada jaldi na karta trust

wassup, wassup
yeah
check
yeah
ah
wassup, wassup
yeah
karta na mein jyada trust
na hi rush
tujhe waqt jyada lagega
mujhe vash mein karne ko
jama na jyada na tu haq
mujhe rakh apne dil mein
mein shakhs aisa jaane yeh zamaana ab

haal pe chhod de mujhe kyuki diwaana hoon
bachpan se dekha na jyada paisa kamaana khoob
jo tu samjhe meri baatein tera aadha banun
pehle ke kisse the kharaab toh ab shaatir hoon


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...