lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shaynn! - alright

Loading...

dikhe na galtiya mai chahu dekhna ye meri . kadam chale the sath , aaj na dikhe kahi bhi . fikar seher mai aur sawal kaafi raat mei krta hu mai baate khudse , khudki hi talash mei. sahi galat na janu raasta mera kya , bhulta mai yaari mei bhi hota daayra wafa ka. ferlo ye muh mei fir bhi ye kahunga, jaha mujh hi se hai ye na hu mei jaha ka. ki hai kitni baat tune khudse ankhe ye milake , roya kitni baar tu bhi labo se muskurake . hasi labo pe chorta hai dusro ki tu , roti kyu akele mei ye baithne se teri ankhe . to de jawab kya hai dabe se man mai tere dare daga se ya , zehen mei hai fikar ke dhere . asal mei baat kya hai kyu thaka khud hi se tu dekhe dusro mai khudko kehta ye to mai hi hu. diware saaf ho dilo ki to zakham milenge baharo mai hi khoke kuch sabak mujhe mile the shikayte na unse thi jo haar mai chale the gila to khudse kya yahi hai wo aziz tere kya mujhe talash hai , kyu besabar mijaj hai natije jeet haar ke to kismato ke hath hai. manta mai usko na khuda jo mere sath hai wo kare guna tu maafi dene wali jaat hai wo to kya kahu fikar mai dhubte jaha ko mai kya kahu kasam ki tuth ti wafa ko mai bolu unke baare kya mai jaanta na aapko befikar jiyu kabhi kyu dikkate jahan ko janu raaste to par na janu manzile kaha ? kafi dhundi na mili jawabo mai ghuli dawa . ye baate chor ha tu apni bhi suna de anjana hai khud hi se kya kabhi tujhe lga ye na kar wo kal ki baate agr tu khud ko jaane chahte aur kwahishe hai kya teri fark batede
dikehe na galtiya mai chahu dekhna ye meri . kadam chale the sath , aaj na dikhe kahi bhi . fikar seher mai aur sawal kaafi raat mei krta hu mai baate khudse , khudki hi talash mei


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...