lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shareh - graduation speech

Loading...

[verse]
i was 19, sab chor k uthaya tha jab qalam
peechay taanga basta, seena taan k wou bharam
kal ka kuch nahi pata bus barhatay g~ya qadam
mujhe ghar ki rakhni laaj, sab hi kiya ussi sabab

tou phir usne kiya karam, aur banatay chala raastay
jhoot nahi bolunga, kafi mushkil thay wou maamlay
neendein nahi puri, lekin khush houna hai saamnay
ab pohancha is maqaam pay kay paisa de aur kaam ley

first of all, i would to thank the almighty
kharey kharey dhoop mein shirt houti off~white si
parha bhi parhaya bhi aur gaanay kafi g~ye bhi
ab koi nahi karta claim, tou get off my d

mera business nahi hai coke but still they poke nose
dakhal dete kaamo mein aur baney close dost
meri table pay sab welcome nahi rakhi rok tok
jou bhi baatain kare peechay leke jaatay nose broke

mai hu self made
khud hi zindagi banani, hume kisi nay nahi di

kabhi helpless
khud hi zindagi banani, hume kisi say nahi chayeh
kiukay self made
kaafi еgoistic mind, aur khudaari leke chala

since tеnth grade
par kabhi helpless

lekin kuch chora nahi back pay
shuru say tha mai mad man
jisko akay milna hai tou milay mujhse track pay
ya mic pay, ya beat pay, ya samnay wali seat pay
apno ka sahara beta ghairo ko bhi seekh dein

subah houti back bench pay shuru houti daily tafreeh
kaam shuru, mehnat kari
jootay ghissay, eerhi raghri

mujhe manzil pay hai jaana tou phir duniya blurry
ag~ya hu ag~y kaafi chayeh mujhe pay bhi bari

4 saal and i waited for this day
ankhou mein hai ansu i got nothing left to say
wou phoolay na samaye jaye, ab log milnay aye jaye
ghar walay mere khush meri khushi issi mein

lekin apki hai kami and i miss better days
bachpan wala time apkay saath sat~rdays
and i saved a seat for u udhr maa k barabar
but i guess, u’re in a better place
oar khair, afsos wali baat nahi
mujhe pata hai kay arsh say ap jhaank rahi
muskurata upar dekhu jese k ap jaanti
houti mulaqaat meri reh g~yi thouri baat cheet

mujhe chayeh thoura break, ill be back on eid
pehni cap aur yeh gown, samnay bhari seats
i did it for my maa, i did for my dad
yeh degree apkay naam, this my graduation speech


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...