lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shareh & umair - sadbyes

Loading...

[verse]
tum apsara thay mein deewana tha (yeah)
tum mere thay aur mein tumhara tha (na~na)
mein khud ko doon dosh ya bolun ke lag gayi hai nazar? (hmm)
woh raatein bhi ab nahi suhaani si (na~na)
yaari humaari puraani thi (nahi)
jab parti hai dhoop tou chaon ki hoti hai qadar (hmm)
hmm~hmm

[pre~chorus]
par ab kya?
sh~t
na parta sukoon yeh kaisi hai aakhir saza?
d~mn
tujhe khoya tou jaise mein khud he yoon kho sa gaya
kyun?
ab lamha lamha yeh tarapta mera jahaan
no
bas ab kya?

[chorus]
alvida
alvida
na chah ke bhi kehna hi par gaya alvida
alvida
na chah ke bhi kehna hi par gaya alvida
[outro]
(rock~rock~rockstar)


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...