lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shadow realmusic - wo keh gayi

Loading...

verse 1

wo keh gyi aur main khada raha
ghar ka nhi main bada tha
akele hamesha lada tha
lage jaise kahi fasa sa
hua mujhe kuchh nasha sa
raaton main rehta dara sa
mujhe waqt tu de bss zara sa
hamdard wo mera kabhi bana tha

lekin baaton se kabhi aise jaate nhi ghum
hum samjhaate rhe khwaabo se naate the kam
jab dikhta nhi kuchh, aur sab ho jaaye khatam
toh bss yaad uski ho aur haatho mein ho rum
naa yeh iraadey ho bhasam, lage ab kahani ka ant
jab aati hai rakam karti ankhein yeh num
bhala kisse main kahu mere kya hi karam?
ab gusse se sahu , maatha rehta garam

inn katabo mein jaana kabhi milta nhi kyu
tere saamne jab hota kuch keh na saku
firu dar badar main beitha sehma sa hu
tum jo chal do na saath main bhi chalta rahu

vеrse 2
yeh jalte hai kyu bss badlna nhi tum
wo boli sharab kе pass nhi hota masle ka hal
lekin yeh dard jaake beitha ek kone mein besabar
yeh rehta befikar, yuhi din ho jaate khatam

hum rahe haalato se haarte , panny aaj bhi hai faadte
likhdu sab dil jo mein lekin khudko nhi hum jaante
dar badar tha bataka aur hum uthe baar baar the
jaan daali har ek bar mein, log jaali yaar chhaat de

koi khata nhi baat ke, tu khad ka sahara ban
word to jokhay, khanabadosh mera awarapan
durr beitha ghar se , yaha main kamara dhan
sota rha zamane se , mujhko aaj agara mann

wo saamne khadi hai meri baat nhi maanti
rehti chup chup aur kabhi kuchh nhi maangti
jo mana karu main tu ussi baat ko laangti
mere saath kyu khadi hai wo? haye ramji


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...