lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sarkar_smb - kaartoos

Loading...

chota sa shehar mera
chota sa ghar
choti choti galiyan
par bada mera dil
badde baade sapne
aur dur manzil
sath nahi apne
bus yahi mushkil

ghar se
support mila tha mje nil
nill ko null kia
masla hal kia
ghar se chal diya
rab ne sabar diya
kisi ka na haq liya
apna phal liya

apne class se middle nikala
unglipe usko lagake
sab ko dikhaya
fir gana banake
sab ko sunaya
suni na unki baatien
kal thi galiyan
aj kafi taariefien
kaise chalu
kaise uthu
kaise ruku mai
kaise likhu
kaise gawu
kaisa banu mai

ye society hai jalli
iska beja toukhali
sali sonch bigadi
samne dusman bhi hai bhai
age kuwa peeche khai
ret mai merinau dubayi
is zamane ki sachayi
mere samaj nahi ayi
ye zalalat ki gehrayi
sare aam jodikhayi
mere rab ki khudayi
nehi mеri jaan bachayi
keechadmai rehke b
kanwal jaisi di likhayi
sau logu ki sau rayi
merе bare~mai hai ayi
beechki ungli ki salami
unko nashte mai khilayi
~voice over by varun grover

mera koi yaar nahi
inpe aitbar nahi
ye kisi k wafadar nahi
kaisi inki ye yaari
kaisi hai ye beimani
khud daulat kamayi
meri kardi neelami
aur meri hi badnami
aise hai ye harami
rakh karde ye pani
inka dimag hai shaitani par
farakk pade
muje na zara bi
kal tha bus waha
aj hu mai yaha bi

chali hai kalam
ab tham ti nahi hai
logu ki batien mje
jamti nahi hai
reeti rawajon se banti nahi hai
is system~se meri phat si g~yi hai
kaisi ye padyi hai, lagti tou tabahi hai
numbro se achayi hai, sachi akal dabayi hai
degree ki dikhayi hai, sachayi ki kutayi hai
chatne pe mithayi hai, ratta marke society
educated kehlayi hai
~voice over by varun grover

mai tou badu aage
peech ki nahi khabar
yaad hai purani baatien mjko magar
sansien b cheen lo mjse agar
le nahi pawogi meri dagar
astien mai maine saamp dekhke palte
sath chod diya jab din dekha dalte
dar nahi laga unhe raton ki tanhayi se
phat g~yi unki mere sapno ki gehrayi se
ab jab meri mehnat rang layi hai
unki yaari firse leh rayi hai
paise k ye peeche baage
kache inke daage
inki niyat mai khot hai
chalta raha mai girte sambhalte
pohacha yaha bus apne amal se
maa ki dua rab ke karam se
jhukh g~ye unke sar tou sharam se
kehke leli maine kalam se

~voice over by varun grover

khatam inki kahani
baki thi dafnani
ab qabar b banadi
dekh mera tu kamaal
meri batien hai sawal
jinka koi na jawab
mere shabdon mai bawal
meri soch ko na rok
meri kadamo ko na tok
meri goli si raftaar
ane wala hai bukhar
hone wala tu shikar
mere badle na vichar
tere gano ka achar
apni gand mai tu daal
with pyaar
from sarkar


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...