lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu sahir ali bagga - rasm e wafa

Loading...

dastoor mohabbat ka sikhaya nahi jaata
yeh aisa sabak hai jo padhaya nahi jaata

kamsin hai wo aise unhein zalim kahoon kaise
masoom pe ilzaam lagaya nahi jaata

jaan jab tak fida nahi hoti
jaan jab tak fida nahi hoti

poore rasm e wafa nahi hoti
poore rasm e wafa nahi hoti

bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se wafa nahi hoti
bewafa se wafa nahi hoti

jaan jab tak fida nahi hoti
baat sabhi khud se kabhi
toda nahi karte
mohabbat ho to phir
kabhi chhoda nahi karte

karte hain dua ki na yaad aaye wo
karte hain dua ki na yaad aaye wo
karte hain dua ki na yaad aaye wo
ye bhi poori dua nahi hoti
ye bhi poori dua nahi hoti

bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se wafa nahi hoti
bewafa se wafa nahi hoti

suno ghum e ulfat mein
tum aansu na bahaao
is aag ko paani se
bujhaya nahi jaata

ab maut hi le jaaye
to le jaayе yahan se
goonje se tеre
humse to jaa nahi jaata

na mohabbat karo ye karte nahi
na mohabbat karo ye karte nahi
na mohabbat karo ye karte nahi

ye to hoti hai ya nahi hoti
ye to hoti hai ya nahi hoti

bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se na rakh wafa ki aas
bewafa se wafa nahi hoti
bewafa se wafa nahi hoti
jaan jab tak fida nahi hoti


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...