lirik lagu sab khatam - pata hi nahi
[hook: ghost and nightmare]
mujhe pata hi nahi
dil toote mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kya chalra hai kya mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kyu bolte hai piche
mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
farak mujhe ab
padta hi nahi (x2)
[verse: ghost]
mujhe pata hi nahi
dil mera toote mujhe pata hi nahi
sath uska chute mujhe pata hi nahi
saath mein jote , baaki pata hi nahi
saath mein hai launde , uska pata hi nahi
bottle kitti khole , kuch pata hi nahi
haath mein hai ghode , purri raat kaate rolle har raat mujhe bole , pyaar krta hi nahi
karta baat na tu, seen pe chode subha sham hai tu
lage kisi or ke saath mein tu ,tera naam likhu haath pe kaat main du
fikar na kar baby, meri jaan hai tu
par zyada bhav mein sharab ko du
sabse zyada bhav tujhe raat mein du
mtlb aati mere khwaab mein tu , raat ka jaam hai tu
[hook: ghost and nightmare]
mujhe pata hi nahi
dil toote mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kya chalra hai kya mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kyu bolte hai piche
mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
farak mujhe ab
padta hi nahi
[verse: nightmare]
shakal gandi hi sahi
par dil mera saaf usme dhabba hi nahi
badi badi baatein kare, par inko nhi pata
inke jaisa yaha pr koi chalta hi nahi
mera bhai mere saath ham karte nahi maaf
seedha saaf teri baato se hai zyada yaha pe kaali zubaan
kar qurbaan, apni jaan mere naam pe likhu teri rooh par itihaas
main zyada karta ni baat, bethu khud mein hi khush mujhe parta ni fark
bs raat ko chalata mai beat fir dikhata mai inko hm mein kya hai farak
betha apne hi zone mein, apne hi phone pe kardu murder ya fir ghusu apni feels mein
ladke kare drive in the force saare local in this disc ab nhi bacha koi free sp~ce
yeah
nahi jaan ni hai saari cheeze
kuch cheeze na samjhi hi khaas hai
aaj bhi hai tu khaas meri
par hoti in panno pe baat hai
main nahi miss karta use
bas abhi dil mein woh yaad hai
par ab woh poochti ki yaad hu main tujhe
main toh bolta hu bas kya
[hook: ghost and nightmare]
mujhe pata hi nahi
dil toote mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kya chalra hai kya mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
kyu bolte hai piche
mujhe pata hi nahi
mujhe pata hi nahi
farak mujhe ab
padta hi nahi (x2)
[outro: ghost]
tujhe pata nahi tha, bhansali tha
usey banana tha mujhe mastani tha
usey pasand aaya lekin gaana mera pasand nhi tha
tabhi rakhe saare bhai aur rakhi maine moshpit
bandi nhi thi khaas launde cypher kare hauz pe
phele bta du kya agla gaana hoga toxic
ready hoja bhai for some joystick
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu vingwuap - kuaray
- lirik lagu deleted artist - “stamp her passport”
- lirik lagu avenues & oceans - a shadow in the crowd
- lirik lagu little boogie & stereo (arg) - los del bohío
- lirik lagu zeon7flex - 8- hunters feat. diibs
- lirik lagu xuxa - você acredita em mágica? (do you believe in magic?) [extended mix]
- lirik lagu rocío dúrcal - eugenia emperatriz
- lirik lagu анатолий юркин (anatoly yurkin) - zero-day exploi
- lirik lagu ponton & kotlety mielone - space
- lirik lagu jay duvoe - gold bottles