lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rishi kumar - the me who i lost in you

Loading...

(h~llo?) kaisi ho?
main theek hoon, tum batao
bas baitha hua tha
uh, suno na, main tumse…
thodi mein baat karti hoon, okay?
hmm, theek hai
(godlow on the track)

khula hai aasmaan aur ghani yeh raat hai
aa gaye hain chaand~taare sunne meri baat hain
tu nahi yahan, jise batana chaahun sab kuch main
gum hai tu jaane kahan, main dhoondhun is jahaan mein

gumaan mein main baitha, meri haalat pe hoon has raha
main paa ke tujhko kho baitha aur kho ke khud main mar raha
ab bas raha na mera khud pe, tujh pe ab na hao raha
tu jo bhaage door mujhse, khud se main hoon lad raha

main noch ke hoon khaal apni, cheekhon ko daba baitha hoon
jaa rahi tu door mujhse, peecha tera kar raha hoon
dar bhi lag raha hai ke main galti woh dohra na doon
main pyaar tujhse kar baitha, main tujhko hi rula na doon

bhaga na doon main tere sapne door teri aankhon se
main leke apne zakham tere zakhamon ko badha na doon
sata na doon main tujhko jaise duniya ne mujhe sataya
cheen tera dard main, badha tujhsе lauta na doon
kitna pyaar karte ho mujhse?
itna ki shabdon mein bayaan nahi kar sakta
hota tab na kartе bayaan
hmm, shayad yeh shabd naaraz hain mujhse

main khoya teri aankhon mein, main tujhmein hi sama baitha hoon
lad raha hoon tujhse, lekin khud ko hi hara baitha hoon
rona hai par kya karoon, yeh aansu nahi aa rahe
tareef karna chaahun teri, shabd yeh sata rahe

pad rahe hain kam, teri yeh rooh chhoo na paayenge
main baitha hoon bharose inke, yeh tujhe manayenge
jo patthar tune fenke unko dil se main laga raha
ghar jo tera hai yahan pe, usko hi saja raha

saja diya hai bistar taaki chain se tu so sake
sapne dekhe raat~bhar, tu poori neend ho sake
tu maaf kar de mujhko, mera gussa tujhse na badha
aata hai nikal yeh tujhpe, mujhko bhi jala chuka

kaash jaise likhta hoon main waise tujhko keh sakoon
main pyaar mein jo kha baitha hoon dhokha, pyaar pe likhun
main hoke tujhse door tujhse door kyun na ho sakun?
main dekhun har pal sapne, sapno mein hi tujhko mil sakun

yaar, i can’t feel good here anymore
i’m not able to share my feelings with you
i guess we are falling apart
and how can we fix this?
we can’t, hum dono bahut alag hain
phool hai gulaab ka toh kaantein bhi toh honge na
sawaal mein malaal hai, hum saath mein hi honge na
jab karna hoga saamna un jungle aur pahaadon ka
tu thaam lena haath, main bana hi doonga raasta

chadha hi doonga tujhko teri manzil ki oonchai pe
khad…


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...