lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu reed locke - sayani

Loading...

[hook]

(hmmmm)
kaise
kaise manaye
kaise bataye
kya dil mein hai meri jaan
(kaise)
kaise
kaise manaye
kaise bataye
kya dil mein hai meri jaan

[verse]

haan
kya kehndun shabdo mein jo samjhe tu bhi
(samjhe tu bhi)
ki teri aakhein mujhko kar chuki hai pagal
(pagal)
ye teri zulfein girti padti karti ghayal
bana main shayar
(hmmm)

woh tera baaton pe har gunguna gaana mera
woh teri aakhon se jo fusfusana naam mera
haan tu jo kehti tujhko chahiye na koi zindagi mein
par tu dhundhe mujhko bheed mein ye kaisa pyaar hai tera
kaisa pyaar hai
ye kaisa pyaar hai
kaisa jaadu
kya kamaal hai
ye kya fasaane
main tera bandhu
tu jo thaame
haan tu jo baandhе ye dor meri
tera holu
main tеra holu
tera bangya jogi

[hook]

(hmmmm)
kaise
kaise manaye
kaise bataye
kya dil mein hai meri jaan
(kaise)
kaise
kaise manaye
kaise bataye
kya dil mein hai meri jaan

[verse]
haan mujhko jaam ka ni shauk
teri aakhein kaafi
haan meri paas hai waqt hai kam boht
de jawabi
haan mujhko kardena ghar teri aakhon mein
fir kardena muddasir apni baahon mein

[outro]

kaiseeee
kaise hum bataye jaana
kaise batayeee
kaiseeee
jaana kaise
ye dil haal bataye tumhe
mera dil e haal bataye
kaisee
kaise


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...