lirik lagu rawnny eazy - zindagi
chorus :
ye zindagi kya hai chiz hoti hai sabke paas,par kabhi na kabhi aati hai
sabke paas ek ghadi jab karna padta zindagi ka aehem faisla
kabhi khafa kabhi naraaz kabhi khushi, kabhi hai gham
aankhein hai nam,bebasi zindagi ye hai zindagi x6
verse :
yaa! life is all about yourself how you make yourself how you take yourself through your shelves har jagah hai gair har jagah hai gair
did you know that??!!
ye gaana hai emotion lelo dil ki sair, kathinaiyo ki leher zindagi me aati hai har waqt, mai khoon ko bolu mai khoon ya bolu mai raqt
na hai itna waqt sochne ko kisiki kitni izzat hai milegi saamne waale shaksh ko izzat tab jab rahenge izzat me
ye zindagi naazuk bohot jaise ped se girte patte
vo ghar veeran dikhe darwaaze se par vo dikhe na chat se
nashe me behjaate bhavnaaye hosh me na nikle kuch lab se
mujhe pata hi nai log de rahe aake khabar mere yaha dushman hai kab se
koi lade jazbaato se koi lade roz ki halaato se na rehne ko kisike paas na ghar na khane ko kisike paas chawal
bridge :
faisle ki ghadi zindagi me har waqt hai faisle se hi puri zindagi tiki hai faisle se hi zindagi bani hai ye faisle me hi sabki dukh aur sukh kahi hai
chorus :
ye zindagi kya hai chiz hoti hai sabke paas,par kabhi na kabhi aati hai
sabke paas ek ghadi jab karna padta zindagi ka aehem faisla
kabhi khafa kabhi naraaz kabhi khushi, kabhi hai gham
aankhein hai nam,bebasi zindagi ye hai zindagi x6
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu jeff stones - kevin’s interlude
- lirik lagu suffersystem - back from the netherworld
- lirik lagu 東京事変 (tokyo incidents) - 透明人間 (toumei ningen) - invisible man
- lirik lagu mohammed rafi - sar jo tera chakraye
- lirik lagu onur uğur - full motivation
- lirik lagu grizmo - pikachu
- lirik lagu toshimitsu - bye bye bye
- lirik lagu лавли (lavli) - десять других (ten others)
- lirik lagu vasco vilhena - estação das chuvas
- lirik lagu detlef wiese - eine neue zeit