lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rawat - safar...

Loading...

~safar~

mai chath ke pare ka jahaan ka hu vaasi
dimaago mei chalte khyaal abhi baasi
mai ander ke khandar se jaalo ko nochta
naya kya niklega harr ghadi sochta
vahi mera pen
vahi diary
par aankhon mei vision ka farak hai (farak hai)
khayaalon mei zindagi narak hai (narak hai)
yaaron mei zindagi charas hai
sadak hai tooti aur tyer mei chhed
utarke mai bhaagu par juton mei ret
tou das dishaaon mei nange paaon
mai chubhte hue suraj ko sheetalta laau
mai pedon ki chaaon nadi mei mai naaon
par inke bagair hi mai dekho mai kaha hu
par inke bagair hi mai dekho mai kaha hu..
yeah
aur aage jo safar mei mila nai saathi
hai taango mei dard gale mei pyaas bhi
nahi khane ko saag tou roti aur pyaaz
din kate chalte hue
rote hue bhilakhte huе
aankhon mei aansu tou dil mei gum dhakte huе
paero mei kaante aur haatho mei chaale
aee mere khuda tu mujhe bachale
aee mere khuda tu mujhe bachale..
mai rukna nahi chahta iss mod pe
mai jahan se shuru tha vaha andhera
bachpan se isne hi mujhko tha ghera
tou yaha se peeche ko jana nahi
tou sahunga pain kuch saal ki baat
maana nahi kabhi mai haar ki baat
nahi manzil hai dikhti par khud pe vishawaas
ab safar tou lagta nayaab ye bhi kal
jo thodi si doori pe milta hai jal
ye raahi hai khush ki abhi hai hope
samandar ummeedon ko boondo ka shok
samandar ummeedon ka boondo ka shok
samandar ummeedon ka boodno ka shok
ab manzil ki bhook se safar mei swaad
jo kabhi the raakh ab dobara aag
andhere me chalte vo khud ki mashaal
phir chalte hue milgye puraane kuch raahi
jinhone ye saare the raste banaye
nazariye alag se tha sabko dikhaye
aur seekha ki safar mei badhte hai kaise
bas hona nahi hota hai khud hi se beat
aur rukna samay pe safar mei hai thik
bas hona nahi hota hai khud se hi beat
aur rukna samay pe safar mei hai thik
ki manzil se zyada ye raahi ki keemat
aur manzil ka sukh jeewan se ganeemat
safar nahi sundar tou sundar ye manzil hai
safar nahi sundar tou sundar ye manzil hai
pada raahi pe nazariye ka amber hai
nayi aankhein milgyi
nazare ab alg se
baraste baadal hai
pagal si hawa
lagti hai badan ke rogi ko dawa
safar ke din kaafi lagte suhaane
ye panchi chehekte hai gaane sunane
safar bas itna hi mai ho vo raahi
milti jo manzil tou deta gawaahi
milti jo manzil tou deta gawahi
milti jo manzil tou deta gawahi
milto jo manzil tou deta gawahi
safar..


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...