lirik lagu rath - raakh
[verse 1: aashiqv]
bachi raakh dafan khwaab
mile dard behisaab
gairo ke liye hum apno se hi lad gaye
mai bolun saare sach agar sun’ne ko tu raazi
ghar ki khoj me hum chhod apna ghar gaye
khuda ne bakshi kalam baksha humein chain nahin
kismat b~n~li haath lal kismat srhem gayi
rakhun bharosa mai paluga sab ek din
bas ek kami ye ke teri kami reh gayi
duniya ne naam diye badtameez besharam
hum bhi galich dil tod ke bane hai hum
poojun bhagwaan mai
vishwas rakhun khuda me
insaaniyat se upar maanta ni mai dharam
accha insaan ni mai bohot hi galat
par tu bhi mere jaisa kya hi faraq
jalan nahin kisi se
tabhi andheri raat hai
[hook 1: aashiqv & rath]
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
[verse 2: rsonthemic]
andar jo bacha wo raakh hai sangat badli asar hua badal gaye raaste
sankato me aaya koi kabhi na mere pass me
vishwas nahi kisi pe ab lage sab mere haath me
toh soch nahin zyaada dosh ni aadha diya kisi ko ab hai thos iraada ho ni raha tha
dhoonda khudko usse pehle khudko kos hi raha tha
bojh giraata hoth hilaata muskurake ghum ko ghum ke ghar pe chhod hi raha tha
faayda na mujhse rakh ke bair
kaaton ki duniya thi par chal diya mai nange pair
zakham se sambhle phir purani yaadein leti gher
chehre badle waqt aane pe lazmi tha khair
to beeti baaton ko na kurede
maine dekhe kitne sapne apne bure the
haan sach me sadme kyun dete
nafrat hai kasme kyun dete
ab sakht hai waqt na f~ck dete
sambhal ke luck pe trust kaise
jab jagte bhagte har day race
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
[hook 2: aashiqv & rath]
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
[verse 3: rath]
aksar sochta hoon ek koshish aur karun
dekha jaaye koshishein mai kar chuka aneko hoon
bikhar rahein hai hum aur aas hai sameto tum
par jaante hai, wo bhi badi baat agar dekho tum
koi behas nahin karni
tu galat mai sahi, jagah nahin rakhni
tu kahaan mai kahaan khabar nahin rakhni
chaahta hoon ke baatein ho, pehel nahin karni
tu ab mujhse muh fer leta hai
zulfon se ghataaon ko kyun gher leta hai
aise muskuraao mat, kya hai galti meri mujhko ye bataade
aise mujhko ke kyun zeher deta hai?
dukh hai ki ek sheher me saans lete hai
tere har zikra pe kaash kehte hai
tere bina bohot aag hai seene me aur
andar jo bacha hai raakh kehte hai
[hook 3: aashiqv & rath]
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
andar jo bacha wo raakh hai
tu aag si hai jalti andar jo bacha wo raakh hai
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu juno (fin) - salaiset kansiot
- lirik lagu the troys - dream on you
- lirik lagu philip rambow - jungle law
- lirik lagu thomas dollbaum - lives of saints
- lirik lagu joantony, anubiis & leromeo - calle cerra
- lirik lagu taymay - кухонная галактика kitchen galaxy
- lirik lagu אבי מסיקה - shchunat haim - שכונת חיים - avi messika
- lirik lagu buuhrus - z or a 3.5
- lirik lagu vixxen - iknowyouwillhearthis
- lirik lagu lx4n - bleh