lirik lagu rath - aur kitna
[hook 1: rsonthemic]
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
[verse 1: rath]
mujhe yaad tera pehla text
aur hai aaj lage sabkuch waste
tune poochha tha remember me?
tha jawaab mila haan i guess
kaash kehta mai aaj na samay
keh deta to aaj na ghum hai
keh paata mai raaz ye kam hai
jo mai chhipaata hoon sabse aye
aaj bhi maangun tujhe rab se
mai aankhein leti teri kabze me
baatein kam hai teri karte aye
phir bhi aankhein meri nam hai kyun
tu hai saath nahin baat nahin koi
tu naraaz hai ilaaj nahin koi
hoon nashe me mai sharaab nahin koi
tere bina bhi barbaad nahin koi
koi jagah nahin jahaan reach nahin kiya ho
koi rule nahin jo breach nahin kiya ho
koi mandir ni jahaan wish nahin kiya
tu phir bhi ni mila to mai phir rakhun gila kyun
thi khata kya meri kya tum bataaoge
jo tha haq tera kya phir jataaoge
hoon naraaz to phir kya tum bulaaoge
yaa aarahi hoon bolke yahaan daude chale aaoge?
[hook 2: rsonthemic]
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
[verse 2: aashiqv]
tere bina ghum kitne paalu
zinda rehne waala kitne saal hoon
bahaun bata kitne aansun
kaise bhala bata ab mai khudko sambhalun
haan tujhe leke chalun aasmanon me
tera mai naam khojun har zubaanon me
dekh ni aapko ab hai zamaano se
aashiq ka naam aata ab deewanon me
tum toh mere savan hona
dil ko mere baadal do na
sookhe aur banjar is mann ko
hariyali tum laakar do na
abb gungunaata rahun
ab bas nasha hi karun
mere lab se behta hai khoon
tu muskurata hai kyun
[hook 3: rsonthemic]
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
aur kitna sataaogi
aur kitna rulaaogi
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu hey ritesh - untitled
- lirik lagu deraj global - built for the long way
- lirik lagu bis - rulers and the states
- lirik lagu ruk & shushaki - ancho de muslo
- lirik lagu riley - you like it
- lirik lagu derricksxo - papercuts
- lirik lagu dani flow & jamby el favo - la 63
- lirik lagu ebk trey b - bully
- lirik lagu the tamlins - don't say no
- lirik lagu shoebox blue - down