lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rap demon, havi & farasat anees - nazre karam

Loading...

[chorus: rap demon]
kuch nazar~e~karam kardo
hum dam hi torr naa bethein
kuch darguzar kar diya karo
ehsaas keh ke
tum yahan, hum yahan
hain phir bhi faaslay be~panaah
kyun kaha jo kaha?
hai beshak jo kaha woh bajaa

[verse 1: rap demon]
o jaana, teri baat hi aur
abhi lagegi aadhi aur
humein naa koi jaldi pari
bas jaanay naa dena saaqi ko
kya ginun yeh sephora walay bag?
nahi aata tujhe thora sa bhi rehem
humein sataana thora sa hi jaan
khud hi kaho yeh kaisa tareeqa hai?
shawty is a queen, par toxic bari
5’2″ mean yeh jaadugari
shawty is a mess jo botal khulay
she don’t wanna ride with the wave
sab hi sahi hai, tu hai tou sab hi hai
kitni kar loon teri mein tareefein?
kehne ki baatein kehdi gayi hain
she don’t wanna ride with the wave
[chorus: rap demon]
kuch nazar~e~karam kardo
hum dam hi torr naa bethein
kuch darguzar kar diya karo
ehsaas keh ke
tum yahan, hum yahan
hain phir bhi faaslay be~panaah
kyun kaha jo kaha?
hai bеshak jo kaha woh bajaa

[verse 2: havi]
yeh tou jaana teri baat aisi
raatein hum bе~panaah jagay
aa jayegi humein neend tab jab
teri aaghosh may rahay
sukh chhoro, dukh do bhi aisay
tishnagi be~panaah barhay
tumse kahan jaayein bach kar?
jidhar kharay hum wahan jalay
gum thay tum aisay, naa jaanay kaise
hum se naa guzre ik bhi pal tere bin
tum yahan, hum yahan
phir bhi faaslay be~panaah
jo kaha, woh suna
chhoro kya bacha, kya bana
[chorus: rap demon & havi]
kuch nazar~e~karam kardo
hum dam hi torr naa bethein
kuch darguzar kar diya karo
ehsaas keh ke (ehsaas keh ke)
tum yahan, hum yahan
hain phir bhi faaslay be~panaah (faaslay)
kyun kaha jo kaha?
hai beshak jo kaha woh bajaa


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...