lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raman negi - zeest

Loading...

verse 1 ~:
jhonka hawa ka ya hai garajta badal
hai chadta sooraj ya raaton ki hai ye raani
chaar din jawani phir zeher ye zindagani
ek raat ki mohabbat, phir subah wahi purani
kahe koi mohabbat koi kahe hai sauda
kishton par kishten roz ki duniyadari
chaar din jawani phir zeher ye zindagani
ek raat ki mohabbat, phir subah wahi purani
chorus~:
kon jaane ho kya anjaam kabhi hai sakhi kabhi ajnabi
zindagi ke hai mausam hazaron,lage jo sahi tu mausam wo jee
betaab, hoon betaab(×3)

verse 2~:
khilaun pulao khayali, banaun uth ke le hawai
hafte dar hafte, har roz ki ye magazmaari
aaye gye isme na jaane doobe kitne gyaani
pite huye fikre
bas inki wahi kahani (laughs)

chorus~:
kon jaane ho kya anjaam kabhi hai sakhi kabhi ajnabi
zindagi ke hai mausam hazaron,lage jo sahi tu mausam wo jee
betaab, rahoon betaab
jhonka hawa ka ya hai garajta badal
hai chadta sooraj ya raaton ki hai ye raani
chaar din jawani phir zeher ye zindagani
ek raat ki mohabbat, phir subah wahi purani

chorus~:
kon jaane ho kya anjaam kabhi hai sakhi kabhi ajnabi
zindagi ke hai mausam hazaron,lage jo sahi tu mausam wo jee
betaab, rahoon betaab, hoon betaab, hoon betaab


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...