lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raja.g.k - khila kamal

Loading...

( hook )

pandra (15) ki umar me saal dekhe pachaas (50)
abb aaya aisa waqt ki sab kehte karra raj

jis bhavishya kaal ke sablog sapney dekhte ~
uski zarurat na mujhe khudne likha apna aaj

jinhone nikali nahi yaad abb unhe hota paschataap ~ kaash
hote mere sath aur khud ko kehla paate khaas

akela hi hu bas nahi chahiye kisi ki zarurat
kisike liye jhukau sar toh vo ho mere maa baap

( verse 1 )

kaafi kara kasht intezaar par kabhi nahi maani haar~
ese liye apna laksh kiya prapt

meri soch, mere lafz aur vichaar, jinse rachu itihaas
itna likha ki kalam par bhi dhaar

jitna dekhta gaya far logo ki dikhtigai facade
koi nahi pakdega rey hath, meh tho khud hi apne sath

kami nahi thi ehsaas ki par bade the armaan
jo log kartе rahe vishwas, unka shukarguzar
jo karne ka tha kara varna rehta tha hatash
agar aainе me dekhta toh dikhta gaddar

dost nahi banae, mere bhai bane yaar
chahe koi bhi ho mushkil, aik sath intehaan

ghar nahi gaali, sabke chawl the makan
chahe bure the haalat par kabhi marne nahi de aag

meri peroo ki bhi zameen aab auroo ka aasmaan
karra kaam subha shaam tabhi toh poocha iss muqaam

( hook )

pandra (15) ki umar me saal dekhe pachaas (50)
abb aaya aisa waqt ki sab kehte karra raj

jis bhavishya kaal ke sablog sapney dekhte ~
uski zarurat na mujhe khudne likha apna aaj

jinhone nikali nahi yaad abb unhe hota paschataap ~ kaash
hote mere sath aur khud ko kehla paate khaas

akela hi hu bas nahi chahiye kisi ki zarurat
kisike liye jhukau sar toh vo ho mere maa baap
( verse 2)

zamat nahi jyan~chya~shi tyan~chya~shi lamb
jinsey khud sey nahi hopata, bharte sirf kaan

rhymes dribble karu jaise lamine yamal
aik~sau~tis (130) ke pace pe dey du market uchaal

jinki khud ki ho taal, vo sab dete ukhaad
chahe hunar ya umar, apne khud zimmedar

asliyat aur sapne me farak puch sawal
mere jaise har shatak me aate aik baar

kisne kaha main~stream me nahi hote bars?
ullekh ka sartaj me toh kendrick lamar

flow ki baat ayi toh fir karta hu charge
ab iss game ka incharge yahi hai mera mark

andhere se roshni tak, kaafi sahe haal
khila kamal toh sab abhi kehete hai kamaal

bhavishya ya bhoot, sara samay ka hai jaal
vartaman sey leke aage tak sirf raja hi maharaj


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...