lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raj sareen - kuch bacha hi nahi

Loading...

[music intro]

[pre~chorus]
chheen kar har khushi, gham se dil bhar diya tha
ban rahe anjaan hain, jaan kar ke kiya tha
jaante hum bhi the, par yakeen kar liya tha
sab sahi ki aas mein, yeh gunaah kar liya tha

[chorus]
kuch bacha hi nahi ab kisi ke liye
pyaar sara tujhi ko diya
saansein thi chal rahi, mujh mein yun hi kahin
main toh zinda tujhi se hua
pyaar sara tujhi ko diya

[bridge]

[verse 1]
dil ko dukhana kyun
itna bahaana kyun
jaana tha tujhko yahi bolte
sab hai, kami bhi hai
dil mein kasak si hai
dilaakar yakeen agar nahi todte
jeena saza ho gaya
sab kuch tabaah ho gaya
[chorus]
kuch bacha hi nahi ab kisi ke liye
pyaar sara tujhi ko diya
saansein thi chal rahi, mujh mein yun hi kahin
main toh zinda tujhi se hua
pyaar sara tujhi ko diya

[bridge]

[verse 2]
aise hoon bikhra main
ab tak na ubhra main
par thoda thoda sambhal hoon gaya
aisi udaasi hai, andar se khaati hai
main main raha na, badal hoon gaya
khaali makaan ho gaya
ye kya se kya ho gaya

[chorus]
kuch bacha hi nahi ab kisi ke liye
pyaar sara tujhi ko diya
saansein thi chal rahi, mujh mein yun hi kahin
main toh zinda tujhi se hua
pyaar sara tujhi ko diya


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...