lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rahib khan - got damaged

Loading...

ab mai jo zindagi mai zindagi pe barasta
ab mai jo zindagi se bartari ko tarasta
kyun mai guzarta
kyun mai samajhta
kyun mai bhari badalon ki tarah garajta
mera dil ab mere zehen ko na parakhta
kyunke yeh ladka to un lamho mai na samjh tha
mai na samajhta
apna munafa apna ghata
mai na samajhta
apni ghalti apni khata
mai na samajhta
apni awaz apni sada
bass samajhta
mera haal mera khuda
bass khuda samajhta
kyunke bada meherbaan
khuda jo mere saath
phir kia hona pareshan
seene pe lage
mere zakhmo ke nishaan
zehen kharab ho
hosh mai nai ab yeh insaan
hog~ye hai kharab
bangye mariz e nafsiyaat
hog~ye hai kharab
bangye ashraful~manshiyat
hog~ye hai kharab
bass ab qalam aur qitaab
hog~ye hai kharab
samajhte khudko nawab
hog~ye hai kharab
ab kaise kamaye sawab?
hog~ye hai kharab
12 se 9 hawalat
hog~ye hai kharab
gadi, asla, manshiyat
hog~ye hai kharab
dil mai rahe na koi baat
hog~ye hai kharab
kardiya khudko barbad
hog~yе hai kharab
par mera aik hi khuda
hog~ye hai kharab
woh jo sabko bakhshta
hog~ye hai kharab
usskе aage mai jhukta
hog~ye hai kharab
woh jo sab se juda
hog~ye hai kharab
aur doosro ko kuch na samajhta
hog~ye hai kharab
dil ka rog uthta hai
hog~ye hai kharab
dil ko behtar samajhta hai
hog~ye hai kharab
saare raaz kholta
hog~ye hai kharab
saare lafzon ko tolta hai
hog~ye hai kharab
maut mere sheher mai hai aam
hog~ye hai kharab
ab na aate koi paighaam
hog~ye hai kharab
na koi neend na aaram
hog~ye hai kharab
par khuda bada meherban
bro !


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...