lirik lagu raftaar - proud
yeah mr. nair
1988 se born fire
sab boley mujhe that i’m proud of you
rabb boley mujhe that i’m proud of you
mera dil boley mujhe that i’m proud of you
ghar wale boley we never doubt on you
sab boley mujhe that i’m proud of you
rabb boley mujhe that i’m proud of you
mera dil boley mujhe that i’m proud of you
ghar wale boley we never doubt on you
jo tera dil boley wo bann
aage leke jayegi ye teri lagan
tere sapno ke liye abhi paise nhi
aur maang ke laye hum waise nhi
tu karle jo karna hai karke jatan
aaj ghutan seh le thoda badan
jod rakam jod le dhan sona chod de
hath na failana jeena chaud se son
ye nairo ki shaan ke khilaaf
murkho se ladna ye gyaan ke khilaaf
samjhenge nhi ye dil tera saaf
insaan ke nbhi tu apmaan ke khilaaf
hakk ki ladayi hai to lad
hakk ki kamayi hai to
kabhi chhodiyo na ek paisa
toone abhi dekhi kam duniya
tu jaana nahi har koyi hota nahi ek jaisa
tu kaabil hai to mauke milenge
par mauke dene walon se bhi dhokhe milenge
beta ruk ke kariyo na naam badnaam mera
keh diyo ab seedha show pe milenge
to yeh locker wali baat dafan par
par ghar se nikla sar baandh kafan
jaise marke nikla phir aag se banke
woh baaz jo karta na haar pasand
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
kar kabhi nimmoji pe shakk na
maa ne bola meri izzat tu rakhna
papa bole sahi raah pe chalna
chhote mein bade mein kabhi karna farak na
lag raha tha ki kaali raat sath chhode
meri badali ke bhai mere sath daude
kare bhool beta kisi pe bhi hath chhode
dil roya jab maa ne school aake hath jode
par maa ko bhi tha yeh pata
ki kapdon pe haste bada the raheesjade
papa dekhein ghar karein maa ka kaam
maa bani papa poori tankha se meri fee daale
beta ab gaadi mein na keys daale
sadkon pe cruise highway pe kheech daale
sabke ghar walon se meri yeh ghuzarish
inhein sapne jeene do inke gale mein na lease daale
vilen bana main phir bana raftaar
sabar maare meri bhookh jaise star
kalamkaar pariwar naya sapna
kalakaar se bhi zyada har koyi apna
kabhi ab feeling loon
seedha 20 foot uchi ceiling loon
khanna bhai kar lena dealing tu
tum sath ho to bath ho yeh b link too
dawat hai, dawat hai
aaj mere apno ki dawat hai, dawat hai
yeh meri chahat hai
sabko khilane ki chhoti si chahat hai
aadat hai, aadat hai
lad bhid ke chalne ki bachpan se aadat hai
raahat hai, raahat hai
mere apno ki khushi mein bohat zyada taakat hai
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
sab bole mujhe that i’m proud of you
rab bole mujhe that i’m proud of you
mera dil bole mujhe that i’m proud of you
ghar wale bole we never doubt on you
iss safar mein jisne bhi sath diya hai
sabka shukriya
ab kahaani aage leke jayegi kalamkaar pariwar
aur its your boy raftaar nahi
aur its your bhai raftaar
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu yuzuf - alles normal
- lirik lagu h-tône - ils sont chez eux
- lirik lagu abu ghraib - in violent glory
- lirik lagu catnapp - i don't care
- lirik lagu zareuz - is this love
- lirik lagu docter rorp - post hanc
- lirik lagu cibxngo - it’s over
- lirik lagu cravity - top of the chain
- lirik lagu outdose - 1470
- lirik lagu aşılan bp - nefret