lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raffey anwar & shamikh - tu hi hai

Loading...

[verse 1]
jalaayein aag teri yaadein
raaton ko ki hui meethi baatein
tere bin mera hai koi nahi
bas tu hi hai, tu hi hai
tooti phooti si sarkein
yaad aati hain har pal may
tere bina reh ke jaan gaya mein
tu hi hai, tu hi hai

[chorus]
jab dou dil milte hain
duniya ki bheer jhel ke
saamna karte hain
tou jaanein naa hoga kya
yeh hai meri aarzu
ya hai meri justuju
beetay waqt mein naa badli
badalta hai samaa
badalta hai samaa

[post~chorus]
(samaa, samaa, samaa, s~samaa
samaa, samaa, samaa, badalta hai samaa)

[verse 2]
chamakte taaray bhari raaton may
dikhti hain teri aankhein
unn may gum hoke bharun aahein
bas tu hi hai, tu hi hai
tapakte hain jab yeh aansu
bechaini door karke bolun
yeh duniya beshak mujhe chhor bhi jaaye
tu hi hai, tu hi hai
[chorus]
jab dou dil milte hain
duniya ki bheer jhel ke
saamna karte hain
tou jaanein naa hoga kya
yeh hai meri aarzu
ya hai mеri justuju
beetay waqt mein naa badli
badalta hai samaa
badalta hai samaa
badalta hai samaa

[outro]
kaise bolun meri jaan hai aap may?
mеri zindagi ka aasra hai
tujhe paanay ke liye dil bhi kya badalta hai?
badalta hoon mein
aankhon se yeh paani
tap~tap gir ke bolay maahi
inn may hai humari saari
kahani jo adhoori naa reh jaaye
mujhko bol de, mein tujhme aur tu hai mujhme
itna hota hai kaafi jab dou dil hain milte


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...