lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raffey anwar & shamikh - robert pointe way

Loading...

[verse 1]
raat hai, ya din ho
anjaanay hain saaray
baatein hum naa bhool paayein
dil yeh jaanay
roshni jo aayi
tum se woh thaamay
kehne ko tou yeh sab
aasaan hai, par yaad hai

[chorus]
ek din aayega jab hum phir milenge
baatein jo adhoori woh hum phir karenge
yaadein teri naa hum bhoolenge
intezaar uss pal ka pooray wujood se
woh din aayega jab hum phir milenge

[verse 2]
zamanay bhar ki yaadein
darya~e~waqt may beh jaayein
andheri raat ki fizaa may
veeranay dil reh jaayein
par jo bhi ho
humein hain yaad teri adaayein
akele~pan may bethe
har pal hum gaayein
[chorus]
ek din aayega jab hum phir milenge
baatein jo adhoori woh hum phir karengе
yaadein teri naa hum bhoolengе
intezaar uss pal ka pooray wujood se
woh din aayega jab hum phir milenge


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...