lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu radar gupta - nanha munna raahi hoon - rap edition

Loading...

nanha munna rahi hoon
main desh ka sipahi hoon
bolo mere sang
jai hind jai hind jai hind
jai hind jai hind

yeah

suno desh ki kahani radaя ki zubani

yeah

nanha munna rahi hoon
main desh ka sipahi hoon
desh se bana main ek beta ek bhai hoon
desh ki hi shaan hoon main desh ka imaan hoon
desh ki hi mitthi se bana main insaan hoon
main rahoon ya na rahoon yeh desh rehna chahiye
aaj toh yeh jhanda nahi sabko ghena chahiye
bharat maa ki jai har dil ko kehna chahiye
vande mataram yeh desh humari maai hai

hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai

vikaas, shanti, zor humara hai tiranga
aisa hai yeh desh jahan behti yamuna ganga
azadi ke shahido ko diya maut ka phanda
aaj azadi ka kafan bana hai ek jhanda
qurbaaniyan hai pani mein iska hai upsos
waqt badla log badle nahi badli soch
chheen kar kuch logo ke dil ko milta sukoon, desh jaaye bhad mein par mujh pe aayi na kharoch
bose ne toh di khoon ke badle azadi
par kya hua uska yahan toh lad rahi abadi
azadi ke liye bhi thi kitni darare kuch toh chahe ladna aur kuch chahe gandhi

hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai

jodne ki baat kare jo desh ko katenge
banne ki baat kare jo desh ko baantenge
ekta ki baat kare jo desh ko chhatenge
dharam waram pe hi toh yeh desh ko marenge

jodne ki baat kare jo desh ko katenge
banne ki baat kare jo desh ko baantenge
ekta ki baat kare jo desh ko chhatenge
dharam waram pe hi toh yeh desh ko marenge

desh mein tu? hai maujood
desh se hai? tera wajood
isse agar naata nahi toh bata de mujhe? cheez kya hai tu
jaisa hai waisa humara hindustan
issi se hai naam tera issi se pehchaan
hindustani dil hai is dil ko tu maan
yeh desh teri rooh yeh desh teri jaan

hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai

aag mein jal kar desh bana hai
heere ki tarah koyla chamka hai
jis desh mein hai aisi sanskriti
woh hindustan apna hai

kitni hai basha yahan
kitni hai gatha yahan
dhoondhke dekho na mil payega
iske jaisa desh kahan

namaste, vanakam, namoshkar
kem cho, kasa kai, sat sri akal
sab ko mera pranam
is desh ko mera salam

(maa tujhe salam)

hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai
hindustan pyara hai
aisa desh humara hai
duniya ki aankhon mein ek chamakta sitara hai

toh kya aap ki badli soch?
mera jazbaa sun ke, how is the josh?

jai hind!
radaя

Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...