lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu raamiz rizvi - khizaan

Loading...

[intro: raamiz rizvi]
tum aati toh saansein tham jaati theen
zindagi tab hi toh jaan kehlati thi
gulon mein bahaar na thi
tab zindagi udhaar na thi

[pre~chorus: raamiz rizvi]
sisakti saanson se aasman takte thay
chot jab lagti toh bewaja haste thay
muskurahatein bezaar na theen
kaghaz ki kashtiyaan jahaaz na theen

[chorus: raamiz rizvi]
beparwah tha jahan
ab hain tootay makaan
tamanna~e~sarfaroshi se
mureed~e~dunya
bepardah tere saath
ab hai beech ye deewar
kal thay ashiq~e~la~ilmi aaj
sarwar~e~khizaan

[verse 1: amna riaz]
khwaab ka tara jaise aasman se toota to yeh
sasta sa ashiq gaya is zameen ke andar jaise
nothing to live for ab hum hain aur ye khamoshi kaise
bataun tum ko ye raaz aur kho doon dil kil masti aise
[verse 2: raamiz rizvi]
raat ke do bajay aur mein tumhari sochon mein gum
samajh aata nahi kyun har dua mein shaamil ho tum
bastay yaadon ke sath ab nahi hai koi rahat balkay
sapnay bunta raha us aasman ke neechay kyunke

[pre~chorus: amna riaz, raamiz rizvi]
sisakti saanson se aasman takte thay
chot jab lagti toh bewaja hastay thay
muskurahatein bezaar na theen
kaghaz ki kashtiyaan jahaaz na theen

[chorus: raamiz rizvi]
beparwah tha jahan
ab hain tootay makaan
tamanna~e~sarfaroshi se
mureed~e~dunya
bepardah tere saath
ab hai beech ye deewar
kal thay ashiq~e~la~ilmi aaj
sarwar~e~khizaan
khizaan


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...