lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu parv music - 6. tujhko kya fikar - extended

Loading...

hai tujhko kya fikar, mein kal raha ya nahi
mein aaj toh hoon tera, par mein kal ya raha nahi
manzil ki taraf apni, mein chal raha ya nahi
tere dil mein mujhko khone ka hai, dar raha ya nahi

mein sudhar raha ya nahi, mujhko bacha le
tere bina tu hi bata, kaun mujhko sambhale
tere bina tu hi bata, kisko dukhde sunaye
tere pe jo baat ho toh, sabse aage hum aate

phir bhi maine dekha, kuchh toh kami reh g~yi
mere haath mein kalam, aankhon mein nami reh g~yi
hum ghanto bethe sunte rahe, teri arzoo
par tere jaane ke baad se, hum toh hum hi hain nahi

ab toh gham hi har ghadi, mein kaash samay rok pata
tu apne man ki baatein, kaash mujhse bol pata
shayad meri hi thi galti, khudko roz daanta
ek hi sawal is dimaag mein, ab roz aata

hai tujhko kya fikar, mein kal raha ya nahi
mein aaj toh hoon tera, par mein kal ya raha nahi
manzil ki taraf apni, mein chal raha ya nahi
tere dil mein mujhko khone ka hai, dar raha ya nahi

mein hasdu bhi to kaise
bina dagmag~ye chaldu bhi to kaise
kandho pe bojh itna rakh lu bhi to kaise
masum itna dil ise mein badlu bhi to kaise
andhera meri raat se zyada he mere dino me
fir bhi aasha ki aaj tum mujhe miloge
aajkal tum mujhe kaaton jaise chubhte he
par pehle jaise phool ki tarah kya kabhi khiloge, aaha
kya itna neech ho chuka hu, aaha
is sab ke beech kho chuka hu, aaha
ab mujhme mein nahi raha fir bhi sabko bolu ki me theek ho chuka hu

tabse maine dekha kuch to kami reh g~yi
mere haath me kalam aakhon me nami reh g~yi
wo kehte rahe sab mein karta heal aur zakhm itne samay ke baad bhi hum to hum hi he nahi naa

bata de tu hi dawa is malaal ki
mein dil se puchu tune itni kyu majal ki
waise man mera he janta jawaab
fir bhi mujhko roz hi aata he ek sawal ki

hai tujhko kya fikar, mein kal raha ya nahi
mein aaj toh hoon tera, par mein kal ya raha nahi
manzil ki taraf apni, mein chal raha ya nahi
tere dil mein mujhko khone ka hai, dar raha ya nahi
hai dar raha ya, hai dar raha ya, hai dar raha ya nahi
hai dar raha ya, hai dar raha ya nahi


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...