lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu munawar faruqui & farhan khan - raza

Loading...

[intro]
yo doss. what’s good?

[verse 1: farhan khan]
dubana chahte mujhe par mai dooba nahi
“music hai haram” kehte, par khuda se judah nahi
ye laate wave mai laaya hun puri tsunami
lagani aag this to lakdi ko khud maari kulhaadi
maetleb kari hai mehnat bahut
safar nikale paidal bahut
kyu mujhse jal ke waqt zaya kar raha
kya hai matter? bol
raatein kar di ek j~p jaa ke barsi rehmat dost
mera chor maula kaamyaabi de tu tera soch
zikr~e~illahi safar me nikle ham kafan bandhe
liukhti ungliyan haathon ke mere saare kadardaan hai
ye rapper munh nai lagte kyunki ye sab hashar jaane
jab bhi nikle qalam mujhse wo bas khaali qatal maange
mujh karni nahi beef
mujhe chahiye bas peace
mujhе chahiye muhabbat jaise har din ho eid
meri hissе ki umar maa ko naseeb kar de
maula tu hi rehbar
tu hi hai mera hareef
tu hi jaane dil ke haal
tu jaane na dil me galat mere
apna behtar socha tera bura nahi hai faraq bete
mai lagu cold kyunki baahar laana narak me se
ghar ko aur tum hote apne to khudse hi samajh lete
khair mujhe ab kisi se bhi gila na hai
pser sambhal ke chalta duniya saanpo ka ek pitaara hai
kalakaar hans ke gham ko dil hi dil me chupata hai
sunne waalon ka pyaar bas khuda ka ek ishaara hai
ki hoga behtar sab himmat kar laga reh
tu ro le, ro ke hansne ka apna ek alag maza hai
duniya ki bheedh me rakhna tu khud ko bacha ke
kahin aisa na ho baad me ghairon me khud ko talaashe
[chorus: munawar faruqui & farhan khan]
tu zaya na kar (zaya na kar)
ye zindagi tu zaya na kar (zaya na kar)
tu itne buland hausle kar (hausle kar)
khud khuda pooche raza aakhir (raza aakhir)
ki kehta ki tu zaya na kar (zaya na kar)
ye zindagi tu zaya na kar (zaya na kar)
tu itne buland hausle kar (hausle kar)
khud khuda pooche raza aakhir (raza aakhir)

[verse 2: munawar faruqui]
dubana chahte mujhe par mai dooba nahi
chupaata mai andhere mujhse zyada gehra kua nahi
mai thehra nahi kyunki saath mere dua kayin
mushkilon ko bhi mujhse mohabbat hoti wo juda nahi
wrist ki kala dekh jo likhun mai wo bikega
rizq ki parwah nahi jo likha hai wo milega
khwaab me bola lutega par na wo sikhega
khamosh mehfilon mein par akelepan me chikhega
ab paas baith mere raaz ki ye baat sun
chahta manzil to bechaini bhari raatein chun
zameen ko roshni de itni ki khud aasmaan
lagne lage pheeka jaise ho g~ye sitaarn gum
khushi ko khoju kahan?
mai kho chuka
mai qaidi apni soch ka
mai be asar mai behaya
hisse ko apne ro chuka
mai raaste pe so chuka
saaya tha sar pe khawf ka
bhookh chadha jab stage pe phir mic pe mai moujza
toote khilonon se bhara hai kamra aaj bhi
museebaton ne banaya bachpan me hi aadmi
mai ghar se niklu soch ke safar ye last ride
naam ho mashoor moose jaisa marne baad bhi
ghairon ki sun ke apne khwaab tu dabaya na kar
mehlon ko dekh apne jopdhe jalaya na kar
hai hasrat agar paane ki tujhe
ye do jahaan hai nuska ek hi
maa baap ko sataaya na kar (sataaya na kar)
[chorus: munawar faruqui & farhan khan]
tu zaya na kar (zaya na kar)
ye zindagi tu zaya na kar (zaya na kar)
tu itne buland hausle kar (hausle kar)
khud khuda pooche raza aakhir (raza aakhir)
ki kehta ki tu zaya na kar (zaya na kar)
ye zindagi tu zaya na kar (zaya na kar)
tu itne buland hausle kar (hausle kar)
khud khuda pooche raza aakhir (raza aakhir)

[outro: mu[chorus: munawar faruqui & farhan khan]
tu itne buland hausle kar
ye zindagi ko zaya na kar
tu zindagi ko zaya na kar
khud khuda pooche tujhse teri raza aakhir


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...