lirik lagu mr. lay g - wapas
verse 1
zindagi ke mod pe toh adchane bhi aaengi
raah na badalna pyaare duniya jeet jaaegi
sahas thoda rakhna kyuki khusiya laut aaengi
dil mei inta pyaar rakhna nafrat mit jaaegi
vinamrata ke sath abhi logo se tu mite ja
kaabil hoke apne tu kary ko bhi karte ja
safalta tere kadmo mei bhi khud hee saar jhukaegi
yeh shristi teri jeet bhi haar baar gun gunaegi
jitna meetha fal utna zayada kasht lagta hai
par ekta ke sath har samsya ka hal milta hai
khilta hai kamal akela kichado mei palta hai
jalta hai m~n~sy uplapdiyo se dusro ki
maangta bhagwaan se wo laabh apne kyu gharo ki
nasht kardo paap mere bolta wo har ghadi
soch mei mein duboo viksh~t toh hum ho rahe hai
maanv jaati ko par hum toh dheere dheere kho rahe hai
girte mei rahunga par na haar kabhi maanunga
10vi baar uthke mеi ab jeet ki or bhaagunga
rokne wo aaye the par wo bhi ab hai daar rahе
mrityu ke bhi baad meri aatma amar rahe
chorus
mehnat mere khoon mei hai raaste kathin nahi
hausla hai kayam laage manzil toh nikaat abhi
tod ke inn bediyo ko paankh bhi failunga
mere hisse ka jo bacha cheen ke lee jaunga
verse 2
ghamand na vastu pe jo hatho se baani huee
vistaar se tu soch tere sath yeh na hai judi
insaan se tu pyaar kar jo sath dega har ghadi
samsya ke bhi baad tere paas hogi har khusi
har ussi vyakti ko tum prathna mei yaad karna
karta hai jo madad par na jata ta aeshaan apna
rakhta hai wo soch apni badalo ke paar tak na
bolta wo sabd jo na zamana swikaar karta
nishtha itni zayada ki ab josh bhi bada hua
kathor saari duniya hai par maa ki toh chale dua
pratigya leli mene kaam karunga mei haar subah
kartvya hai yeh mera ki mei ghar ka ab banu bada
muft mili soch toh phir chotta sochu kyu bhala
hinsa se nahi ab inko apne kaam se dara
liya hai jo vachana uspe tu uttar khara
bhagwaan ke alawa kisi se na darta hu zara
kaam chori kaam pe toh naam hoga na bada
nochne ko saare baithe ziddi rehna tu khada
khoke ko kama ke gareebo mei dunga ab udda
sabse karna pyaar kisika na sochu mei boora
chorus
mehnat mere khoon mei hai raaste kathin nahi
hausla hai kayam laage manzil toh nikaat abhi
tod ke inn bediyo ko paankh bhi failunga
mere hisse ka jo bacha cheen ke lee jaunga
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu asha gold - up to me
- lirik lagu soft people - wish i
- lirik lagu knorkator - milliardäre
- lirik lagu nafi - golden
- lirik lagu ballout - maybach
- lirik lagu bishop nehru - uproar
- lirik lagu limbo (pop) - sea
- lirik lagu rbe - foreva flexin
- lirik lagu keen'v - malsaine
- lirik lagu juvenileblokkclique - pop