
lirik lagu mr. controversyyyyy - duniya ka dastoor
duniya ka dastoor hai
duniya ka dastoor hai
duniya ka dastoor hai, har koi yaha mazdoor hai
har koi hai majboor toh har gunha manzoor hai
duniya ka dastoor hai, kitno ke kismat ka panna hai khali?
kitne yaha bewajah mashoor hai?
duniya ka dastoor hai, har koi yaha mazdoor hai
har koi hai majboor toh har gunha manzoor hai
kitno ke kismat ka panna hai khali? kitne yaha bewajah mashoor hai?
duniya ka dastoor hai, mera kya kasoor hai
mujh mein hai bhagwan, mujh mein hi asoor hai
talented nahi, aaj demand mein taimur hai
mujhko baas todna, inn logo ka guroor hai
jo hum jaison ko grow nahi hone dete
paison ke power se, hum jaison ko daba dete
india ki janta toh pehele se chutiya hai
celebs ki shaadi ko, million mein views dete
basically, desh ko hum hisson mein baat rahe hai
industry wale, south india ki chaat rahe hai
haath ka tha panja, jiska baap bhi tha ganja
jiske paapon ki saza, hum sab log hi kaat rahe hai
inn bachchon ko daat rahe hai, yeh maante hai bose ko
army ka attack, jab hitler bhi dost ho
hum bharosa karte hai violence mein
peace ke liye world war ho, jiss mein ab law ka dosh ho
kranti ka josh ho, anti~hero harkate
crime ki hai duniya, hum bhi yaha crime karte
halat ko sudharne, waqat ko churate
grahasti chalne, zindagi ko rhyme karte
paise jo bhi kamate, government ko fine bharte
state board se padhe, ab english mein sign karte
english mein sign karte
huh, duniya ka dastoor hai
yeah! check this bouy
duniya ka dastoor hai, har koi yaha mazdoor hai
har koi yaha majboor toh har gunha manzoor hai
duniya ka dastoor hai, kitno ke kismat ka panna hai khali?
kitne yaha bewajah mashoor hai?
duniya ka dastoor hai, har koi yaha mazdoor hai
har koi yaha majboor toh har gunha manzoor hai
kitno ke kismat ka panna hai khali? kitne yaha bewajah mashoor hai?
duniya ka dastoor hai, duniya ka mazdoor mein
mehenat pe chalta, sifaarish se hum door hai
duniya ka dastoor hai, gulami manzoor hai
khudka mein malik, ab khudpe hi guroor hai
naam ka hai zikar, ab muh pe na shikan hai
karte yeh beef but lagte yeh chicken hai
rishte se khaas nahi, karte yeh fikar hai
madad jab maange tab dead inka signal hai
gyaani hai aaj ke woh liberal samaj ke
aatankwaad ke tukdo pe, palte hai shaan se
gazwa~e~hind ke yeh sapne sajate
tukde hi tukde hai desh ke banate
deshbhakti sikhate ab canada wale
jo run karte deep, unse role chinne jaa rahe
inke fans bhi deewane, inko baap hai yeh maane
aur janta hai chutiya, jo kisiko bhi maane
gyaan inke virat par record naa tute
yeh legend hai kal ke, jo ikhattar pe ruke
gram pe hai dete, bhaari gyaan 2 rupye ke
jab diwali ke din pe, phatake hai phute
phuski yeh bomb baas jalte rehete hai
pancholi yeh sooraj, jo dhalte rehete hai
talent ka zariya toh bharat hai dariya
gyaanwapi ke shiv, hum ubharte rehete hai
(mahadev)
duniya ka dastoor hai
duniya ka dastoor hai
duniya ka dastoor hai
duniya ka dastoor hai
kitne yaha bewajah mashoor hai? (haa)
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu baldzikspacjadwanaście - stół i cmentarz
- lirik lagu francisco javier sarmiento y grupo renacimiento - misionero
- lirik lagu patrizia laquidara - fuori dai denti
- lirik lagu kinzoderep - oblasti t’mi
- lirik lagu venere vai venus - anjos
- lirik lagu lane noire - cdg
- lirik lagu burak bulut - eriyorum günden güne
- lirik lagu brockhampton - lately
- lirik lagu dick curless - drop some silver in the jukebox
- lirik lagu jonzenk - it's the time