lirik lagu mithoon - kaise bataaoon
kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha
rahe na faasle ye jo hai apne darmiyaan
ho…
kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha
rahe naa faasle ye jo hai apne darmiyaan
tere qareeb main ho sakoon
de de tu apni razaa
paas bithaaun ye zulf sanwaroon
aur baahon mein le loon tujhe main
hai dil ki ye khwaahish
ki sun le guzaarish
aur de de tu khud ko mujhe
ho ho…
tujh se mohabbat hui
hai meri hai bas ye khata
tujh se main door rahoon
yeh mujh ko gawaara kahaan
main tere saath mein hi rahoon
chhodo ye saara jahaan
paas bithaaun ye zulf sanwaroon
aur baahon mein le loon tujhe main
hai dil ki ye khwaahish
ki sun le guzaarish
aur de de tu khud ko mujhe woh ho ho…
ho ho…
ho ho wo ho… ho ho wo…
teri adaaon mein doob loon
doob loon main tujhi mein
ho jaaun tere itne qareeb
ki main dikhoon ab tujhi mein
paas bithaoon ye zulf sawaaroon
aur baahon mein le loon tujhe main
hai dil ki ye khwaahish ki sun le guzaarish
aur de de tu khud ko mujhe
ho ho…
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu stevie wonder - dancing to the rhythm - live/1995
- lirik lagu joey bada$ - big dusty
- lirik lagu m.a.p - il était une fois
- lirik lagu ricardo montaner - lo mejor est por venir
- lirik lagu steven malcolm - the beauty of dreams
- lirik lagu d-strutto - libero di fare
- lirik lagu the shin sekai - rêve éveillé (freestyle)
- lirik lagu kav verhouzer - shot my love down
- lirik lagu jawad mecka - jammin' underground
- lirik lagu finn nielsen - sangen om luffe