
lirik lagu mark bhatia & navyug - doorbeen
[intro: mark bhatia]
bridges are burning
all bridges are burning
all bridges are burning (yeah, huh)
all bridges are burning (yeah, yeah)
[verse: mark bhatia]
mein sochta kab aayegi aakhri saans
wahin se tootegi saanson ki maala
aur wahin pe khatam hai aakhri swas
aakhri waqt pe aakhri baand
aakhar aakhri may ek aakaar
aur aakhar aakhri may dou vichaar
aur aakhar aakhri may teen tigad
aur aakhar aakhri may chaar jawaan
aur aakhar aakhri may saat vivaad
par aakhar aakhri may paanch pisach
nahi aakhar aakhri may gaand dikha
hum hain aakhar aakhri may kranti kaari
aakhar aakhri may om namah
deta aakhar aakhri may om panah
rehta aakhar aakhri may dhong pana
jitna paisa aata utna tond bada
laga dil mera, mein tha moum bana
mein nahi pura sahi, mein kanoon bana
mujhe sunlo, mein hoon dhun bana
mujhe mat suno, mein hoon tun pada
pura nasha fefda tha fool pada
mein ne kash chhoda aur usool rakha
meri kalaa ko mera rasool rakha
meri shayari mera rakeeb bani
jitna aage bada mein fakeer bana
jitna kaate chale utna dheet bana
jab hain cheelne lage, zaleel bana
bana zalzala, khudi mir bana
zarurat padi toh mein keel bana
aur zarurat padi toh amin kara
par zarurat mand ka nahi baap bana
mein zarurat mand ke saheet chala
mein ne kitaabein padhi, sameep chala
mein teekona mod ki umeed bana
kabhi jaan puch naa bhaybheet kara
mein ne paan thook ke hi peak chala
mere gaane leak, mera mail bhara
mujhe label kehte mere mael ka naa
par hai kala kabhi mere sar chadi nahi
aur kala ko rakhu mein sar chada
meri naak bhari toh mein nakchada
meri daad dete saare thakte naa
kyuki kabhi bhi betha mein thak ke naa
karo thak~thak mere takht pe naa
meri dastak pe namaste naa
aur mein khaali~peeli kabhi hasta naa
par mein khai pee may sambhalta naa
yeah, yeah
[chorus: mark bhatia]
aage aake meri baatein kehta aur woh chant karay saari smooth sh~t
ek raat mere saath bitati aur fart karay uski coochie
doorbeen se mein dekhta mein ne chot maarni hai door ki
abhi ke abhi tum yahin jalado, jalana naa meri tum murti (yeah, yeah)
aage aake meri baatein kehta aur woh chant karay saari smooth sh~t
ek raat mere saath bitati aur fart karay uski coochie
doorbeen se mein dekhta mein ne chot maarni hai door ki
abhi ke abhi tum yahin jalado, jalana naa meri tum murti
[outro: mark bhatia]
mark kar lena, ‘kay
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu elli berlin - zu wahr um schön zu sein (live)
- lirik lagu mars 1704 - deine zeit
- lirik lagu andrew star - lights
- lirik lagu sk8 2toxic - one take (ft. zee3x, lil woodie wood & bugzmain)
- lirik lagu megaveli tha realest - art o' war [sun tzu]
- lirik lagu panteoh - только подписчикам (onlyfans)
- lirik lagu regular beatz - popcorn in the air
- lirik lagu thomas m meyer - 空は金色です the sky is golden
- lirik lagu amel d, 9hydra & ali calvin - sapphire
- lirik lagu 2 chainz - all 2 chainz 110 only songs: money in the way 2:42