lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu maddy puneet - rang du gulabi

Loading...

sun le o sajni
kyun chipi wahan
rangna hai tujhko
mere paas to aa

sun le o sajni
kyun chipi wahan
rangna hai tujhko
mere paas to aa
rok na sakegi tujhko teri sakhiyaan

rang doon gulabi main teri chunariya
teri payal jhumki teri ye bindiya
sharma na aise tu meri gujariya
rang doon gulabi main teri chunariya

aankhein teri neela samander
let me drown~in inke andar
aya milne balma tera
karke sab gulabi manzar

mere chote aashiyan mein
dil ke dono jahan mein
goonje tere pyar ki ye dhun
meri saanson ki nami mein
khwaishon ki sarzameen mein
teri baaje taal aake sun
mujhe bhaang jaisa tera nasha chada
is nashe mein na main ho paun khada
tere bin lage hai mujhe pheeki gujiya

rang doon gulabi main teri chunariya
teri payal jhumki teri ye bindiya
sharma na aise tu meri gujariya
rang doon gulabi main teri chunariya

eyes are searching, jaldi aaja
arms are waiting, inme samaja
jeans kurti pehen ke baby
bomb sa karde faad dhamaka

tere dil ki har dhadkan mein
naino ki is galiyan mein ki
tujhko hi har pal main miloon
tere zulfon ke ghere mein
chand se haseen chehre main
laal gulaal main maloon

le rang di maine teri choli hai
tum bura na mano aaj holi hai
tera mera pyaar ab dekhegi duniya

rang di gulabi tune ye chunariya
aa gayi choti main lagake bindiya
tu mera balma main teri bijuriya
rang di gulabi tune ye chunariya
rang doon gulabi main teri chunariya
teri payal jhumki teri ye bindiya
sharma na aise tu meri gujariya
rang doon gulabi main teri chunariya


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...