lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu maanu & yasirq - o saathiya!

Loading...

[intro: maanu]
o saathiya ve
kyun jhoota tera yeh dilaasa? hmm
o jaaniya ve
nikla mohabbat ka janaaza

[verse 1: maanu]
nikla hai jhoota saara
dil ka dilaasa tera
tu thi meri roshni aur
mein tha parwana tera
ki parwah naa meri
jaali yeh khazana hua
chhori naa koi izzat meri
labb pe fasana tera

[chorus: maanu]
o saathiya, tha sab kuch diya (saathiya)
o mehermaan, thi tu meri duniya (thi tu meri duniya)

[post~chorus: maanu]
tha soorat pe mein fida
meethi thi fiza (meethi thi fiza)
aise hi jiya, ha
hua mein fanaa (hua mein fanaa)
[verse 2: maanu]
maana ke mein haar gaya par
hui yahan dhaandli hai
pyaar pe naa karna waaday
pyaar hota aarzi hai
reh gaya naa kuch bhi baaqi
mein aur meri aajzi hai
ishq se nahi rakhna taaluq
dard kayi aur bhi hain
dard kayi aur bhi hain
jhaank ke tum dekh lena
mehfilon may chupke~chupke
aansu yeh baras dena
kaisi yeh afsurdagi hai?
dard ab humnasheen hai
khatt woh jalaa diye hain
toota hai woh dil ka rasta

[chorus: maanu]
o saathiya, tha sab kuch diya (saathiya)
o mehermaan, thi tu meri duniya, hmm (thi tu mеri duniya)
o saathiya, tha sab kuch diya
o mehermaan, thi tu meri duniya

[post~chorus: maanu]
tha soorat pе mein fida
meethi thi fiza (meethi thi fiza)
aise hi jiya, ha (aise hi jiya)
hua mein fanaa (hua mein fanaa)


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...