lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu vinod rathod & chorus – koi na koi chahiye

Loading...

koi na koi chaahiye pyaar karne waala
koi na koi chaahiye pyaar karne waala
koi na koi chaahiye. hum pe marne waala
dil-o-jaan lutaayenge
hum toh usi par
saath mein bitaayenge
shyaam-o-saher
shyaam-o-saher o mere yaara

koi na koi chaahiye pyaar karne waala (pyaar karne waala)
pyaar karne waala
koi na koi chaahiye hum pe marne waala (hum pe marne waala)
hum pe marne waala

us chaand ke tukde ko
seene se lagaa loonga
us reshmi mukhde ko
aankhon mein chhupaa loonga (repeat once)

deewana mujhsa na milega usko
is zameen se leke saare aasmaan tak
koi na koi chaahiye pyaar karne waala
koi na koi chaahiye. hum pe marne waala (hum pe marne waala)
hum pe marne waala

na meri koi manzil
na mera hai thikaana
maine to yaaron sikha
kaanton se dil lagaana (repeat once)

ulfat ka main deewana hoon
duniya se main begaana
baahon mein aasmaan hai
kadmon mein hai zamaana

koi na koi chaahiye pyaar karne waala
koi na koi chaahiye. hum pe marne waala
dil-o-jaan lutaayenge
hum to usi par
saath mein bitaayenge
shyaam-o-saher
shyaam-o-saher o mere yaara

koi na koi chaahiye pyaar karne waala
koi na koi chaahiye hum pe marne waala (hum pe marne waala)


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...