lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu nusrat fateh ali khan – aisa banna sanwarna mubarak tumhein

Loading...

aisa banna sawarna, un ka banna sawarna
un ka banna sawarna aisa banna sawarna

daikhnay walay mar ga’ay hoon g-y
un ka banna sawarna aisa banna sawarna

hazaaroon wadae shab us nay is sorat say palay hein
un ka banna sawarna aisa banna sawarna

un ka banna sawarna aisa banna sawarna

un ka banna sawarna aisa banna sawarna

un ka banna sawarna aisa banna sawarna

aa’ina daikha hai unhein kiss nigaah say
un ka banna sawarna aisa banna sawarna

koi deewana ho ja’ay bala say
un ka banna sawarna aisa banna sawarna

dil to kia cheez hai jaan say jain g-y, mout aanay say pehle he mar jain g-y
kya qayamat yeh ada hai yeh ada kya qayamat

her ada mastana sir say paoon tak chaayi howi
kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

daikh letay hein woh guzdeeda nazar say
kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

dil mera lay ker yeh zalim ne kaha
kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

angari le ke us ne mujh per khumaar dala
kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

kya qayamat! yeh ada hai yeh ada kya qayamat

fikr-e-uqba ki masti utar ja’ay gi tauba tooti to qismat sanwar ja’ay gi
tum ko dunya mein jannat nazar aa’ay gi shaikh ji mai-kade ka nazara karo


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...