lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu junoon – khwab

Loading...

door jo aaj hain
yaad aatay toh hain
khwab adhooray sahee
khwab saharay toh hain
aaj bhi meri eahain rokti hain
yaadein teri daman khaenchtee hain
bhool chukay hain jo humain
yaad aate to hain
sadyon ke faasle aaj hain darmiaan
hojain magar jitni bhi doorian
aap jahaan bhi rahain
aap humary to hhain
khwab adhooray sahee
khwab saharay to hain
jaanay phir kab milain
tere mere raastay
aas tootay nahee
yaad itna rahay
raat dhalnee to hai
aane ujalay to hain


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...