lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu junaid jamshed – makka yaad aata hai

Loading...

mujhe furuqat mai rehkar phir woh mecca uaad aata hai
woh zam-zam yaad aata hai
woh qaba yaad aata hai

mujhe furuqat mai rehkar phir woh mecca uaad aata hai
woh zam-zam yaad aata hai
woh qaba yaad aata hai
pehenker sirf doh kapde
mera woh chikthe phirna
woh koshish yad aati hai
woh naara yad aata hai
jaha jakar mai saar rakhta
jaha mai haath pehelatha
woh choukat yaad ati hai
woh parda yaad aata hai
kabhi woh daud kar chalna
kabhi ruk ruk ke rehjana
woh chalna yaad aata hai
woh naksha yaad aata hai
kabhi vehshat mai aakar phir
safa par jake chadjana
woh m-ssah yaad aata hai
woh marva yaad aata hai
kabhi chakkar lagana
hajhi yonki saf par lad bhadkar
woh dakhe yaad aate hai
woh jaghda yaad aata hai
kabhi phir unse hatkar
dekhna qabe ko hasrat se
woh hasrat yaad aati hai
woh qaba yaad aata hai
kabhi jaana menako aur kabhi maidane arafath ko
woh majma yaad aata hai
wo sehra yaad aata hai
woh patthar marna shaithan ko
thakbeer pad-pad kar
woh gogha yaad aata hai
woh sauda yaad aata hai
meena mai laut kar
qurbani karna meradumbhe ko
woh sunnat yaad aati hai
woh fidhiya yaad aata hai
meena se saar mundakar daud jana mera qabe ko
woh jyarath yaad aati hai
woh janaa yad aata hai
mena mai rehke ratho mai
duaaye mang na mera
woh nale yaad aate hai
woh giriya yaad aata hai
woh rukhsath hoke mera
dekhna qabe ko mud-mud kar
woh manzar yaad aata hai
woh jalwa yaad aata hai
mujhe furuqat mai rehkar phir
woh mecca yaad aata hai
woh zam-zam yaad aata hai
woh qaba yaad aata hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...