lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu asees kaur – jaan ‘nisaar (asees version)

Loading...

na maaregi deew-ngi meri
na maaregi aawargi meri
ki maaregi zyada mujhe

maut se narazagi teri

kyun itna hua hai tu khafa
hai zidd kis baat ki teri
ki maaregi zyada mujhe
maut se narazagi teri

jaan ‘nisaar hai jaan nisaar
tere pyaar pe mere yaar
jaan nisaar hai, ohoooho.

duniya jamaane se
rishte mitaye hai
tujhse hi yaari hai hamari
ek baar to aa.

ho maine nibhaya hai
kar ke dikhaya hai
le teri baari
ek vaari tu bhi pyaar nibha

tu bhi pyaar nibha
oo yaara.!!

teri berukhi se hai badi
umar intezaar ki meri
ki maaregi zyada mujhe
maut se narazagi teri

kyun itna hua hai tu khafa
hai zidd kis baat ki teri
ki maaregi zyada mujhe
maut se narazagi teri

jaan ‘nisaar hai jaan nisaar
tere pyar pe mere yaar
jaan ‘nisaar hai jaan nisaar
tere pyar pe mere yaar

jaan nisaar hai, ohoooho.!!


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...