lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lakshya kashyap - mai tumhara rahunga bas

Loading...

socha nahi tha maine kabhi
dil ko le jaayega tu kahin
khwabon ke shehar mein main kho gaya
par tu kaha hai ye sochta kyon raha

mai tumhara rahunga bas
zindagi bhar vada hai
saasein chalegi tujhse hi
pyaar thoda sa jyada hai
tere bina main adhoora hoon
tu hai to mai zinda hoon
har pal tujhme kho jau
pyaar hadon se jyada hai

pal bhar ko aake
chala gaya phir tu kyon
zindagi ko bhula ke
juda ho gaya phir tu kyon
dil ke shehar mein
ab bhi hai tu kahin
par milta nahin
hai kahan tu chupaa

mai tumhara rahunga bas
zindagi bhar vada hai
saasein chalegi tujhse hi
pyaar thoda sa jyada hai
tere bina main adhoora hoon
tu hai to mai zinda hoon
har pal tujhme kho jau
pyaar hadon se jyada hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...