lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kunal bojewar - yeh baarish jab hoti hai

Loading...

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haan mujh mein

tere liye khud mein dooba main rab janta hai
tere liye dar~dar bheega main rab janta hai

ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein

tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
antra ~

har boond~boond mein teri tasveer nazar aati hain
har lehar~lehar mein teri chunariya lehrati hai
inn mast ghataon mein main tujh mein ramm jata hoon
in unche unche ambar mein
tujh sang udd jata hoon

ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko

yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein

tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...