
lirik lagu kavi aur lekhak - bunnyy
kavi aur lekhak, apko yeh sunana chahte hai ki
mai likhta baate na chupane ko (yeah)
mai likhta baate na chupane ko
mai likhta baate na chupane ko (yeah)
mai likhta baate na chupane ko (yeah yeah)
mai likhta baate na chupane ko (na baate chupane ko mai)
par likhta mai batane ko
zamane ko yeh (zamane ko)
mai chodu na kalam hu likhta jab bhi farak itna bas
dono mein (itna sa farak hai)
karam se badke na, mana bada kisi, kafan ya sharam mein
maine jaani kala, vidya hasil sama, haseen dabi
par na daba kabhi kavi
maine jo socha woh likha, aur gata jo chahta hu
chaha jo ni mila woh kabhi
aur chalte hue khali raston pe seekha badalti hai fitrat insaano ki aur
kasam se, jis din chuta saath un lamho se beekhre jo tukde the hasi ke na mile phir kabhi
mai likhta hu jo kuch mai likh sakta hu
abhi chalte iss lamhe mein (chalte iss lamhe mein)
mai likhta hu taki chordu yaadien kavi ki
maut ke samay pe (maut ke samay pe)
mai likhta hu jo kuch mein seekh raha hu abhi kuch
in logo se (kuch in logo se)
mai sunta hu rap, aur sunta hu jo kuch mein sun sakta hu iss ruke
hue lamhey mein (joh kuch mai seekh raha hu)
iss ruke hue mahey mein
maine jo dekha humesha in ankhon se
chaha bhulana unhe meri yaadon se
janeja kehta mera dil inn kaano se
zindagi teri basi hai in gaano mein
bhale hi na hai to abhi ek pakka khiladi
par zindagi ek din to badlegi jaani ye
mai yaad karu mujhe, dikhe bacha na hosh mein, kare raat din ek to finish song ek
maine gane likhe 5 par, sabme hi dosh hai, maine yaad mein kisike likhe panne
three four hai
mujhe nahi pata tha mera always high score, mai jaata nahi school
kuynki school mein na dost hai
mai rehta akela, dara rehta bhoot se, par na kiya kabhi lose end
janeja, mere pyaar ka asar, khoya har woh insaan jiski thi kabhi fikar
sirf kaam se hi yaad, varna na meri khabar
mere hunar se shuru hua mera yeh safar
karam kaand sab kare, jabtak meri umar
abhi kam, thoda hasleta hu lage na nazar
meri dosto convo mein mera na zikar, abhi likh raha hu
mai ye hoke bekhabar ki
kuch saalo ki baate hai sabki phir hongi apni ek alag zindegani aur
dheere dheere jab badhegi umar, jab dikhega chhuti adhoori jawani yeh
aur kandho pe hoga jab bhari sa basta, j~sme hogi teri hi khud ki kahani
aur hoga safar mein tu akela musafir, aur jeb mein hogi ek choti nishani aur
mai likta hu verse ye betha akela iss room mein
bohot hopes hai khudse, likhe kafi hai kisse
aur jo bhi likha abtak woh likha hai dil se
aur jo bhi mai kahu sab kahu mein haq se
mai door hu khudse mai door hu sabse abhi
door hu waqt se to thoda hu door hu jisse bhi mai
kehta hu ruke abhi khali hai raste
abhi khali hai baste mere
i need some funds so i can leave
norway mein ek ghar, so i can live
no guilt no circle and no greif
no strings with the world so i can sleep
i am a guy who is so friendly
sometimes my words are deadly
my life feels like so medley
there’s a gap in my heart so empty
mai karta hu jo kuch mai kar sakta hu
iss chalte hue samay mein (jo kuch mai kar sakta hu)
mai karta hu taki na rahe guilt kavi ke
aakhri samay mein (aakhri samay mein)
mai karta hu jo kuch mai seekh raha hu
abhi kuch inn logo se (jo kuch mai seekh raha hu)
mai likhta hu rap, banata hu gane iss chalte hue lamhey mein (chalte hue lamhey mein)
mai likhta hu jo kuch mai likh sakta hu
abhi chalte iss lamhe mein (chalte iss lamhe mein)
mai likhta hu taki chordu yaadien kavi ki
maut ke samay pe (maut ke samay pe)
mai likhta hu jo kuch mein seekh raha hu abhi kuch
in logo se (kuch in logo se)
mai suntan hu rap, aur suntan hu jo kuch mein sun sakta hu iss ruke
hue lamhey mein (is ruke hue lamhey mein)
is ruke hue lamhey mein
meri jo beeti raate inn gaano mein
khud pe bharosa hazaron ke baagho mein
na hai bharosa kisi ki bhi baato pe
na rehna chahta kisi ki nighaon mein
naam hai bunnyy mai bas iss kahani mein
double y mere nikle alfazo pe
mai likhta hu gane apne hi andazon mein
mai khoya kahi hu apni hi in awazon mein
jane jaa andar ka insaan mera kehta hai mujhse
ki kabhi to badlega mausam, aur ek din tu badlega
tu tere andar ka hunar aur badlega tu khudse teri ye kismat
haa badlega tu tere gaano ko badlega views ko
aur badlega scene ko tu yun
mai likhta hu jo kuch mai likh sakta hu
abhi chalte iss lamhe mein
mai likhta hu taki chordu yaadien kavi ki
maut ke samay pe
mai likhta hu jo kuch mein seekh raha hu abhi kuch
in logo se
mai suntan hu rap, aur suntan hu jo kuch mein sun sakta hu iss ruke
hue lamhey mein
pata hai?, zindagi ka har ek pal, bohot jyada, apki imagination
se bhi jyada keemati hota hai
apko bhi nahi pata ki kab yeh zindagi ruk jaaye, life is unpredictable
toh usko jeena seekho. har ek moment ko aise jiyo jaise woh apka
aakhari moment ho. aap samajh paa rahe ho mai kya keh raha hu?
log kya kahenge, job ki tension, society, career, academics
jisko jitna positively loge, woh utna hi positive hoga
toh kisi cheez ke baare mein tension lena chordo aur apni
zindagi jeene pe dhyaan do
tumhare dost, koi loved one’s, unke saath memories banao bhai, unke saath trip pe jao
zindagi jiyo bhai apni
aap samajh paa rahe ho mai kya keh raha hu?
mai likhta hu jo kuch mai likh sakta hu
abhi chalte iss lamhe mein
mai likhta hu taki chordu yaadien kavi ki
maut ke samay pe
mai likhta hu jo kuch mai likh sakta hu
abhi chalte iss lamhe mein
mai likhta hu taki chordu yaadien kavi ki
pchhhh
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu bleading from my arm - aykanlyar
- lirik lagu портрет (portrait) - оприход (oprihod)
- lirik lagu vice city - tury & flame 火炎 (col)
- lirik lagu did it all - jaybzy!
- lirik lagu secret garden - be:first
- lirik lagu fato de treino - guima (prt)
- lirik lagu 円環のrefraction (enkan no refraction) - eden (jpn)
- lirik lagu done listening - alle the dreamer
- lirik lagu ga bh3 - pepesitoxx
- lirik lagu when your love has gone - tony o'malley