lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kabir malik - yaaron ke sang mehfil me

Loading...

yaaron ke sang mehfil me
pee hai sharab maine
aur us nashe me gustakhiya
bhi ki hai janab maine
kyuki jis din main peeta nahi
kyuki jis din main peeta nahi
us din yaara main jeeta nahi
jeeta nahin

hai sheeshe ka paimana
hai yaaron ka maikhana
to aur kahin kyu fir maine hai jana
hai sheeshe ka paimana
hai yaaron ka maikhana
to aur kahin kyu fir maine hai jana
kyuki jis din main peeta nahi
kyuki jis din main peeta nahi
us din yaara main jeeta nahi
jeeta nahin

na din guzarta hai
na raat katati hai
nigah daaru se hatati nahi hai
na din guzarta hai
na raat katati hai
nigah daaru se hatati nahi hai
kyuki jis din main peeta nahi
kyuki jis din main peeta nahi
us din yaara main jeeta nahi
jeeta nahin


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...