
lirik lagu k-shav - mujhe kya pata ?
tu sun sunai si baato me
kabhi bhatakna na
pyaari si raaho me
main gungunata hu aaj jo
kabhi main gaata tha
inko hi yaado me
main khwaabo me kaabil hu khudse bhi
jitna main ho chuka asli jahan me
hip~hop se pyaar
na hounga juda
mere jeene ki asli wajah yeh
log baate batate ki
dil se hota pyaar
na chehro ya aankho se
main baato me dooba rahu
mujhe fursat kaha
logo se nazre milane me
main baato hi baato me
kho chuka unki inn aankho me
pyaari nigaho me
ha hu main anjaan
kon asli yaha?
kiski yeh nakli nigahe
kaha se hu aata
kaha ko main jaata
mera kya iraada
kisse kiska nata
waado se hai nata
main hu jaise sada
jiske saat roop,vichaar h
shringar hum,karte kam
zyada rehte parche me
vichaar rehgaya sirf dil se pyaar
ha mukhde par sab marte hai
hai mera hausla kaun?
yeh mere badhte main
log pyaar karte kam
dilo ka vyapaar karke charche me
hamara kya hai?
hum doobkar ubharte hai
hamara kya hai?
hum toot kar bikharte hai
hamara kya hai?
hum gir kar sambhalte hai
hamara kya hai?
hum rooth ke bhi haste hai
hamara kya hai?
hum samaaj se jo hatke hai
hamara kya hai?
hum kaayde me atke hai
hamara kya hai?
hum hip~hop ke liye janme hai
hamara kya hai?
yeh shayari hi nagme hai
main bas badhta chala jaa rha
kalko ho kya pata
saath apne yaha iss jahan me
mujhe kya pata
kalko ho kya yaha
saath apno ko khudki wajah se
mujhe kya pata
kalko ho kya yaha
saath apno ko khudki wajah se
woh lafz teen
pyaar se tu kehde pyaar ke
main sama jaunga tujhme
mujhko khudme tu utaar le
tu yeh maan le
yeh ishq tujhpe udhaar hai
meri toh bas chahat hai itni
main tujhse jitna karu
bas tu bhi mujhko
utna hi toh pyaar de (bas utna hi toh pyaar de)
main aur tum
tum aur main
ho jaaye jo ek jagah
ek taraf ho hum
dooji or ho saara jahan
tu do kadam bhi
chalde saath mere iss sama me
tu jis jagah pe thame
main bhi tham jau waha
ulajh sa main gaya hu
yaado ke inn jaalo m
tere se hoti h subah
khatam bhi tujhpe shaam ye
chahu main milna tujhse
par woh milti sirf khayalo me
hu aaj bhi main gumshuda
taraashu tumko raaho me
yeh pyaar bepanah
tu maan ya na maan jaana
main hu tera
kya tu meri?
yehi toh hai sawal jaana
tu sawaar jaana
tere mere sang ki yaade
tu shuru se ant tak
mere gaane sang me gungunana
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu deep october - everything outside
- lirik lagu jar of flies - i know you
- lirik lagu ivo linna - viimane auruvedur
- lirik lagu nekogamer - лето(summer)
- lirik lagu joy of cooking - home town man
- lirik lagu medusa'scream - дальше, чем можно (further than we can be)
- lirik lagu mora sad & veka - kiwi
- lirik lagu xtina gg - miffy
- lirik lagu new order - tutti frutti (extended mix)
- lirik lagu donna missal - keep lying - live